Raat-bhar KHwab Mein Jalna Bhi Ek Bimari Hai, Urdu Ghazal By Amit Sharma Meet

Raat-bhar KHwab Mein Jalna Bhi Ek Bimari Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amit Sharma Meet. Raat-bhar KHwab Mein Jalna Bhi Ek Bimari Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raat-bhar KHwab Mein Jalna Bhi Ek Bimari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات بھر خواب میں جلنا بھی اک بیماری ہے

امت شرما میت

رات بھر خواب میں جلنا بھی اک بیماری ہے

عشق کی آگ سے بچنے میں سمجھ داری ہے

وقت ملتا ہی نہیں ہے مجھے تنہائی سے

جنگ خود سے ہی مری آج تلک جاری ہے

آئنے گھر کے سبھی ٹوٹ چکے ہیں کب کے

روبرو خود سے ہی ہونا بھی مجھے بھاری ہے

میری یہ بات تو مانے یا نہ مانے لیکن

بن ترے دنیا میں جینا بھی اداکاری ہے

درد تنہائی تڑپ اشک محبت یاری

میتؔ ان سب میں ہی اس غم کی طرف داری ہے

امت شرما میت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat-bhar KHwab Mein Jalna Bhi Ek Bimari Hai

Amit Sharma Meet

raat-bhar KHwab mein jalna bhi ek bimari hai
ishq ki aag se bachne mein samajhdari hai

waqt milta hi nahin hai mujhe tanhai se
jang KHud se hi meri aaj talak jari hai

aaine ghar ke sabhi TuT chuke hain kab ke
ru-ba-ru KHud se hi hona bhi mujhe bhaari hai

meri ye baat tu mane ya na mane lekin
bin tere duniya mein jina bhi adakari hai

dard tanhai taDap ashk mohabbat yari
'mit' in sab mein hi us gham ki taraf-dari hai

(871) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat-bhar KHwab Mein Jalna Bhi Ek Bimari Hai written by Amit Sharma Meet at UrduPoint. Raat-bhar KHwab Mein Jalna Bhi Ek Bimari Hai is one of the masterpieces written by Amit Sharma Meet. You can also find the complete poetry collection of Amit Sharma Meet by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amit Sharma Meet' above.

Raat-bhar KHwab Mein Jalna Bhi Ek Bimari Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat-bhar KHwab Mein Jalna Bhi Ek Bimari Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.