Aur Bhi Kuchh Ho Inayat Ke Liye, Urdu Ghazal By Amr Mahki

Aur Bhi Kuchh Ho Inayat Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amr Mahki. Aur Bhi Kuchh Ho Inayat Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Bhi Kuchh Ho Inayat Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور بھی کچھ ہو عنایت کے لئے

امر مہکی

اور بھی کچھ ہو عنایت کے لئے

زندگی کم ہے محبت کے لئے

ٹھیک ہے حسن پرستی بھی مگر

کوئی چہرہ نہیں نفرت کے لئے

رات دن کام پڑے رہتے ہیں

وقت ملتا نہیں فرصت کے لئے

ظلم کے شہر میں انصاف کہاں

منتظر ہم ہیں قیامت کے لئے

وہ تکلف ہی سے ملتا ہے ہمیں

دل مچلتا ہے شرارت کے لئے

لوگ کرتے ہیں وفا کا شکوہ

ہم ترستے ہیں مروت کے لئے

کس طرح بات چلے گی آگے

ہم سخن چپ ہے شکایت کے لئے

کون رشتوں کو نبھاتا ہے امرؔ

ہر تعلق ہے ضرورت کے لئے

امر مہکی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Bhi Kuchh Ho Inayat Ke Liye

Amr Mahki

aur bhi kuchh ho inayat ke liye
zindagi kam hai mohabbat ke liye

Thik hai husn-parasti bhi magar
koi chehra nahin nafrat ke liye

raat-din kaam paDe rahte hain
waqt milta nahin fursat ke liye

zulm ke shahar mein insaf kahan
muntazir hum hain qayamat ke liye

wo takalluf hi se milta hai hamein
dil machalta hai shararat ke liye

log karte hain wafa ka shikwa
hum taraste hain murawwat ke liye

kis tarah baat chalegi aage
ham-suKHan chup hai shikayat ke liye

kaun rishton ko nibhata hai 'amr'
har talluq hai zarurat ke liye

(873) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aur Bhi Kuchh Ho Inayat Ke Liye written by Amr Mahki at UrduPoint. Aur Bhi Kuchh Ho Inayat Ke Liye is one of the masterpieces written by Amr Mahki. You can also find the complete poetry collection of Amr Mahki by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amr Mahki' above.

Aur Bhi Kuchh Ho Inayat Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Bhi Kuchh Ho Inayat Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.