KHushi Se Rabt Na Rakh Gham Se Silsila Na Mila, Urdu Ghazal By Ana Dehlvi

KHushi Se Rabt Na Rakh Gham Se Silsila Na Mila is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ana Dehlvi. KHushi Se Rabt Na Rakh Gham Se Silsila Na Mila comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHushi Se Rabt Na Rakh Gham Se Silsila Na Mila on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوشی سے ربط نہ رکھ غم سے سلسلہ نہ ملا

انا دہلوی

خوشی سے ربط نہ رکھ غم سے سلسلہ نہ ملا

دوا میں زہر ملا زہر میں دوا نہ ملا

میں اپنا پیار بھرا دل کسی کو کیا دیتی

تمہارے جیسا حسیں کوئی دوسرا نہ ملا

بہت تلاش کیا ہم نے شہر و صحرا میں

خدا کے چاہنے والے ملے خدا نہ ملا

جمی تھی گرد ہوس دوستوں کے چہروں پر

بقدر ظرف نظر کوئی آشنا نہ ملا

مری اناؔ کے شجر اس قدر گھنیرے تھے

ہوا چلی تو ہوا کو بھی راستہ نہ ملا

انا دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHushi Se Rabt Na Rakh Gham Se Silsila Na Mila

Ana Dehlvi

KHushi se rabt na rakh gham se silsila na mila
dawa mein zahr mila zahr mein dawa na mila

main apna pyar bhara dil kisi ko kya deti
tumhaare jaisa hasin koi dusra na mila

bahut talash kiya hum ne shahr-o-sahra mein
KHuda ke chahne wale mile KHuda na mila

jami thi gard-e-hawas doston ke chehron par
ba-qadr-e-zarf-e-nazar koi aashna na mila

meri 'ana' ke shajar is qadar ghanere the
hawa chali to hawa ko bhi rasta na mila

(916) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHushi Se Rabt Na Rakh Gham Se Silsila Na Mila written by Ana Dehlvi at UrduPoint. KHushi Se Rabt Na Rakh Gham Se Silsila Na Mila is one of the masterpieces written by Ana Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Ana Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ana Dehlvi' above.

KHushi Se Rabt Na Rakh Gham Se Silsila Na Mila is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushi Se Rabt Na Rakh Gham Se Silsila Na Mila, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.