Jis Ne Dekha Wo Ho Gaya Us Ka, Urdu Ghazal By Andaz Amrohvi

Jis Ne Dekha Wo Ho Gaya Us Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Andaz Amrohvi. Jis Ne Dekha Wo Ho Gaya Us Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ne Dekha Wo Ho Gaya Us Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس نے دیکھا وہ ہو گیا اس کا

انداز امروہوی

جس نے دیکھا وہ ہو گیا اس کا

کون بتلائے اب پتہ اس کا

زندگی بھر یہ جستجو ہی رہی

کون تھا اپنا کون تھا اس کا

ہو گیا بوڑھا وہ غریب آخر

آج تک گھر نہ بن سکا اس کا

اس کی تھانے میں جیب خالی تھی

بس یہی ایک جرم تھا اس کا

طے کرے ہے سفر وہ اوروں کا

کون روکے گا راستہ اس کا

جانے کیا اس نے لکھ دیا ہو مجھے

اس لئے خط نہ پڑھ سکا اس کا

نظر آ کر بھی وہ نہ آئے نظر

ویسے دیدار ہر جگہ اس کا

انداز امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ne Dekha Wo Ho Gaya Us Ka

Andaz Amrohvi

jis ne dekha wo ho gaya us ka
kaun batlae ab pata us ka

zindagi bhar ye justuju hi rahi
kaun tha apna kaun tha us ka

ho gaya buDha wo gharib aaKHir
aaj tak ghar na ban saka us ka

us ki thane mein jeb KHali thi
bas yahi ek jurm tha us ka

tai kare hai safar wo auron ka
kaun rokega rasta us ka

jaane kya us ne likh diya ho mujhe
is liye KHat na paDh saka us ka

nazar aa kar bhi wo na aae nazar
waise didar har jagah us ka

(624) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ne Dekha Wo Ho Gaya Us Ka written by Andaz Amrohvi at UrduPoint. Jis Ne Dekha Wo Ho Gaya Us Ka is one of the masterpieces written by Andaz Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Andaz Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Andaz Amrohvi' above.

Jis Ne Dekha Wo Ho Gaya Us Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ne Dekha Wo Ho Gaya Us Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.