Aarzu Aur Hawas Ka Hissa Hun, Urdu Ghazal By Anisur Rahman

Aarzu Aur Hawas Ka Hissa Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anisur Rahman. Aarzu Aur Hawas Ka Hissa Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aarzu Aur Hawas Ka Hissa Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آرزو اور ہوس کا حصہ ہوں

انیس الرحمان

آرزو اور ہوس کا حصہ ہوں

جسم کی لذتوں کا قصہ ہوں

ایک کنج فرار میں محفوظ

پس دیوار ہوں میں سایہ ہوں

شب گزیدہ ادھر سے گزریں گے

کاروان سحر کا جادہ ہوں

حیرتی میں کہ میرا آئینہ

جسم ہوں یا کہ رقص بادہ یوں

میری تنہائی مجھ سے کہتی ہے

نقش کہنہ پہ نقش تازہ ہوں

کیف و کم کے شمار کیا معنی

میں تو منظر ہوں میں تو دیدہ ہوں

مجھ کو مت چاک کر کہ اپنے تئیں

نامۂ دوست ہوں میں گریہ ہوں

میں علوم زماں کا شہزادہ

میں زمیں زاد ابن سینا ہوں

متن و قاری کے درمیاں میں کیا

میں فقط لفظ ہوں کہ معنیٰ ہوں

انیس الرحمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aarzu Aur Hawas Ka Hissa Hun

Anisur Rahman

aarzu aur hawas ka hissa hun
jism ki lazzaton ka qissa hun

ek kunj-e-farar mein mahfuz
pas-e-diwar hun main saya hun

shab-gazida idhar se guzrenge
karwan-e-sahar ka jada hun

hairati main ki mera aaina
jism hun ya ki raqs-e-baada yun

meri tanhai mujh se kahti hai
naqsh-e-kohna pe naqsh-e-taza hun

kaif-o-kam ke shumar kya mani
main to manzar hun main to dida hun

mujh ko mat chaak kar ki apne tain
nama-e-dost hun main girya hun

main ulum-e-zaman ka shahzada
main zamin-zad ibn-e-sina hun

matn-o-qari ke darmiyan mein kya
main faqat lafz hun ki mana hon

(1264) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aarzu Aur Hawas Ka Hissa Hun written by Anisur Rahman at UrduPoint. Aarzu Aur Hawas Ka Hissa Hun is one of the masterpieces written by Anisur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Anisur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anisur Rahman' above.

Aarzu Aur Hawas Ka Hissa Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aarzu Aur Hawas Ka Hissa Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.