Jang Se Aage Ab Jidal Pe Hain, Urdu Ghazal By Anisur Rahman

Jang Se Aage Ab Jidal Pe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anisur Rahman. Jang Se Aage Ab Jidal Pe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jang Se Aage Ab Jidal Pe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جنگ سے آگے اب جدال پہ ہیں

انیس الرحمان

جنگ سے آگے اب جدال پہ ہیں

گو کہ شمشیر احتمال پہ ہیں

دیدنی تھے جو دیدنی نہ رہے

زخم خوردہ ہیں اندمال پہ ہیں

موت یہ زندگی سے کہتی ہے

اب گلے مل لو ہم اچھال پہ ہیں

کیا یہ آواز اس غنیم کی ہے

جس کے مابین جس کی ڈھال پہ ہیں

کچھ ہیں طوفان باد و باراں پر

اور کچھ باد برشگال پہ ہیں

ہم سراپا جواب ہیں لیکن

ہم بھی قائم کسی سوال پہ ہیں

بے ستوں آسمان و ابر رواں

منحصر رب ذو الجلال پہ ہیں

کتنی حیرت زدہ ہیں دیواریں

نقش ان کے رخ ملال پہ ہیں

یہ انیسؔ نحیف اور نزار

جو بھی ہیں رشک قیل و قال پہ ہیں

انیس الرحمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jang Se Aage Ab Jidal Pe Hain

Anisur Rahman

jang se aage ab jidal pe hain
go ki shamshir ehtimal pe hain

didani the jo didani na rahe
zaKHm-KHurda hain indimal pe hain

maut ye zindagi se kahti hai
ab gale mil lo hum uchhaal pe hain

kya ye aawaz us ghanim ki hai
jis ke mabain jis ki Dhaal pe hain

kuchh hain tufan baad-o-baran par
aur kuchh baad-e-barshgal pe hain

hum sarapa jawab hain lekin
hum bhi qaem kisi sawal pe hain

be-sutun aasman-o-abr-e-rawan
munhasir rabb-e-zul-jalal pe hain

kitni hairat-zada hain diwaren
naqsh in ke ruKH-e-malal pe hain

ye 'anis'-e-nahif aur nazar
jo bhi hain rashk qil-o-qal pe hain

(712) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jang Se Aage Ab Jidal Pe Hain written by Anisur Rahman at UrduPoint. Jang Se Aage Ab Jidal Pe Hain is one of the masterpieces written by Anisur Rahman. You can also find the complete poetry collection of Anisur Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anisur Rahman' above.

Jang Se Aage Ab Jidal Pe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jang Se Aage Ab Jidal Pe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.