Dil Ka Gulab Maine Jise Chum Kar Diya, Urdu Ghazal By Anjum Barabankvi

Dil Ka Gulab Maine Jise Chum Kar Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anjum Barabankvi. Dil Ka Gulab Maine Jise Chum Kar Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ka Gulab Maine Jise Chum Kar Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کا گلاب میں نے جسے چوم کر دیا

انجم بارہ بنکوی

دل کا گلاب میں نے جسے چوم کر دیا

اس نے مجھے بہار سے محروم کر دیا

اب پھول کیا کھلیں کہ جہاں پتیاں نہیں

موسم نے شاخ شاخ کو مسموم کر دیا

گھر بار چھوڑ کر وہ فقیروں سے جا ملے

چاہت نے بادشاہوں کو محکوم کر دیا

ان آنسوؤں سے دل کی تپش اور بڑھ گئی

بارش نے اور بھی مجھے مغموم کر دیا

یہ آرزو ہے اس پہ کوئی نعت لکھ سکوں

جس نے گناہ گار کو معصوم کر دیا

انجمؔ جناب میرؔ کا یہ فیض خاص ہے

ہم نے بھی اپنے درد کو منظوم کر دیا

انجم بارہ بنکوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ka Gulab Maine Jise Chum Kar Diya

Anjum Barabankvi

dil ka gulab main ne jise chum kar diya
us ne mujhe bahaar se mahrum kar diya

ab phul kya khilen ki jahan pattiyan nahin
mausam ne shaKH shaKH ko masmum kar diya

ghar-bar chhoD kar wo faqiron se ja mile
chahat ne baadshahon ko mahkum kar diya

in aansuon se dil ki tapish aur baDh gai
barish ne aur bhi mujhe maghmum kar diya

ye aarzu hai us pe koi nat likh sakun
jis ne gunahgar ko masum kar diya

'anjum' janab-e-mir ka ye faiz-e-KHas hai
hum ne bhi apne dard ko manzum kar diya

(1275) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ka Gulab Maine Jise Chum Kar Diya written by Anjum Barabankvi at UrduPoint. Dil Ka Gulab Maine Jise Chum Kar Diya is one of the masterpieces written by Anjum Barabankvi. You can also find the complete poetry collection of Anjum Barabankvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anjum Barabankvi' above.

Dil Ka Gulab Maine Jise Chum Kar Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ka Gulab Maine Jise Chum Kar Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.