Din Ho Ki Raat, Kunj-e-qafas Ho Ki Sehn-e-bagh, Urdu Ghazal By Anjum Rumani

Din Ho Ki Raat, Kunj-e-qafas Ho Ki Sehn-e-bagh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anjum Rumani. Din Ho Ki Raat, Kunj-e-qafas Ho Ki Sehn-e-bagh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Din Ho Ki Raat, Kunj-e-qafas Ho Ki Sehn-e-bagh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دن ہو کہ رات، کنج قفس ہو کہ صحن باغ

انجم رومانی

دن ہو کہ رات، کنج قفس ہو کہ صحن باغ

آلام روزگار سے حاصل نہیں فراغ

رغبت کسے کہ لیجئے عیش و طرب کا نام

فرصت کہاں کہ کیجیے صہبا سے پر ایاغ

ویرانۂ حیات میں آسودہ خاطری

کس کو ملا اس آہوئے رم خوردہ کا سراغ

آثار کوئے دوست ہیں اور پا شکستگی

خوشبوئے زلف یار ہے اور ہم سے بے دماغ

کس کی جبیں پہ ہیں یہ ستارے عرق عرق

کس کے لہو سے چاند کا دامن ہے داغ داغ

کرتے ہیں کسب نور اسی تیرگی سے ہم

انجمؔ ہیں دل کے داغ گہرہائے شب چراغ

انجم رومانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Din Ho Ki Raat, Kunj-e-qafas Ho Ki Sehn-e-bagh

Anjum Rumani

din ho ki raat, kunj-e-qafas ho ki sehn-e-bagh
aalam-e-rozgar se hasil nahin faragh

raghbat kise ki lijiye aish-o-tarab ka nam
fursat kahan ki kijiye sahba se pur ayagh

virana-e-hayat mein aasuda-KHatiri
kis ko mila is aahu-e-ram-KHurda ka suragh

aasar-e-ku-e-dost hain aur pa-shikastagi
KHushbu-e-zulf-e-yar hai aur hum se be-dimagh

kis ki jabin pe hain ye sitare araq araq
kis ke lahu se chand ka daman hai dagh dagh

karte hain kasb-e-nur isi tirgi se hum
'anjum' hain dil ke dagh guhar-ha-e-shab-charagh

(732) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Din Ho Ki Raat, Kunj-e-qafas Ho Ki Sehn-e-bagh written by Anjum Rumani at UrduPoint. Din Ho Ki Raat, Kunj-e-qafas Ho Ki Sehn-e-bagh is one of the masterpieces written by Anjum Rumani. You can also find the complete poetry collection of Anjum Rumani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anjum Rumani' above.

Din Ho Ki Raat, Kunj-e-qafas Ho Ki Sehn-e-bagh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Din Ho Ki Raat, Kunj-e-qafas Ho Ki Sehn-e-bagh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.