Apni Duniya Ko LuTa Kar Dekho, Urdu Ghazal By Anwar Aafaqi

Apni Duniya Ko LuTa Kar Dekho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Aafaqi. Apni Duniya Ko LuTa Kar Dekho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apni Duniya Ko LuTa Kar Dekho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنی دنیا کو لٹا کر دیکھو

انور آفاقی

اپنی دنیا کو لٹا کر دیکھو

یوں دل و ذہن پہ چھا کر دیکھو

لوٹ آیا ہے صبح کا بھولا

تم اسے شمع جلا کر دیکھو

دل کی دھڑکن میں صدا ہے کس کی

اپنے سینے سے لگا کر دیکھو

گہرے پانی میں ملے گا موتی

اک ذرا غوطہ لگا کر دیکھو

میں کوئی غیر نہیں ہوں تو مجھے

کبھی آنکھوں میں بسا کر دیکھو

ہے کھڑا سامنے کب سے انورؔ

اپنی پلکیں تو اٹھا کر دیکھو

انور آفاقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apni Duniya Ko LuTa Kar Dekho

Anwar Aafaqi

apni duniya ko luTa kar dekho
yun dil-o-zehn pe chha kar dekho

lauT aaya hai subh ka bhula
tum use shama jala kar dekho

dil ki dhaDkan mein sada hai kis ki
apne sine se laga kar dekho

gahre pani mein milega moti
ek zara ghota laga kar dekho

main koi ghair nahin hun to mujhe
kabhi aankhon mein basa kar dekho

hai khaDa samne kab se 'anwar'
apni palken to uTha kar dekho

(1355) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apni Duniya Ko LuTa Kar Dekho written by Anwar Aafaqi at UrduPoint. Apni Duniya Ko LuTa Kar Dekho is one of the masterpieces written by Anwar Aafaqi. You can also find the complete poetry collection of Anwar Aafaqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Aafaqi' above.

Apni Duniya Ko LuTa Kar Dekho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apni Duniya Ko LuTa Kar Dekho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.