Gardish-e-waqt Ne Mara Mujhko, Urdu Ghazal By Anwar Aafaqi

Gardish-e-waqt Ne Mara Mujhko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Aafaqi. Gardish-e-waqt Ne Mara Mujhko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gardish-e-waqt Ne Mara Mujhko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گردش وقت نے مارا مجھ کو

انور آفاقی

گردش وقت نے مارا مجھ کو

کون اب دے گا سہارا مجھ کو

میری کشتی ہے حوادث کا شکار

اب صدا دے نہ کنارہ مجھ کو

راہ دشوار روشنی معدوم

ہے سفر پھر بھی گوارا مجھ کو

میں ہوں افسردہ رات ہے کالی

کیوں ہے جینے کا اشارہ مجھ کو

راہ دشوار ہے مگر انورؔ

ہے رفاقت کا سہارا مجھ کو

انور آفاقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gardish-e-waqt Ne Mara Mujhko

Anwar Aafaqi

gardish-e-waqt ne mara mujh ko
kaun ab dega sahaara mujh ko

meri kashti hai hawadis ka shikar
ab sada de na kinara mujh ko

rah dushwar raushni madum
hai safar phir bhi gawara mujh ko

main hun afsurda raat hai kali
kyon hai jine ka ishaara mujh ko

rah dushwar hai magar 'anwar'
hai rifaqat ka sahaara mujh ko

(944) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gardish-e-waqt Ne Mara Mujhko written by Anwar Aafaqi at UrduPoint. Gardish-e-waqt Ne Mara Mujhko is one of the masterpieces written by Anwar Aafaqi. You can also find the complete poetry collection of Anwar Aafaqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Aafaqi' above.

Gardish-e-waqt Ne Mara Mujhko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gardish-e-waqt Ne Mara Mujhko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.