Kabhi Kabhi Wahi Bang-e-dara Lage Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Anwar Aafaqi

Kabhi Kabhi Wahi Bang-e-dara Lage Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Aafaqi. Kabhi Kabhi Wahi Bang-e-dara Lage Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Kabhi Wahi Bang-e-dara Lage Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی کبھی وہی بانگ درا لگے ہے مجھے

انور آفاقی

کبھی کبھی وہی بانگ درا لگے ہے مجھے

کہ ٹوٹتی سی جو دل کی صدا لگے ہے مجھے

مرا خلوص مجھے لے کے آ گیا ہے کہاں

وہ ہنس کے گالیاں دے تو دعا لگے ہے مجھے

نہ آیا حرف شکایت مرے لبوں پہ مگر

یہ بات سچ ہے کہ وہ بے وفا لگے ہے مجھے

جزا کی فکر ہو کیوں مجھ کو بزم ہستی میں

مرا وجود ہی جب اک سزا لگے ہے مجھے

میں اپنے آپ سے بیگانہ ہو گیا انورؔ

کسی حسین کی یہ بد دعا لگے ہے مجھے

انور آفاقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Kabhi Wahi Bang-e-dara Lage Hai Mujhe

Anwar Aafaqi

kabhi kabhi wahi bang-e-dara lage hai mujhe
ki TuTti si jo dil ki sada lage hai mujhe

mera KHulus mujhe le ke aa gaya hai kahan
wo hans ke galiyan de to dua lage hai mujhe

na aaya harf-e-shikayat mere labon pe magar
ye baat sach hai ki wo bewafa lage hai mujhe

jaza ki fikr ho kyon mujh ko bazm-e-hasti mein
mera wajud hi jab ek saza lage hai mujhe

main apne aap se begana ho gaya 'anwar'
kisi hasin ki ye baddua lage hai mujhe

(705) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kabhi Kabhi Wahi Bang-e-dara Lage Hai Mujhe written by Anwar Aafaqi at UrduPoint. Kabhi Kabhi Wahi Bang-e-dara Lage Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Anwar Aafaqi. You can also find the complete poetry collection of Anwar Aafaqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Aafaqi' above.

Kabhi Kabhi Wahi Bang-e-dara Lage Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Kabhi Wahi Bang-e-dara Lage Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.