Kam-basirat Azab Kahte Hain, Urdu Ghazal By Anwar Ansari

Kam-basirat Azab Kahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Ansari. Kam-basirat Azab Kahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kam-basirat Azab Kahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کم بصیرت عذاب کہتے ہیں

انوار انصاری

کم بصیرت عذاب کہتے ہیں

زیست کو ہم ثواب کہتے ہیں

ہم نے آباد کر دئے صحرا

لوگ خانہ خراب کہتے ہیں

بے رخی نے ہمیں کیا گھائل

وہ وفا کا جواب کہتے ہیں

غم جو ننھا سا اک دیا ٹھہرا

سب اسے آفتاب کہتے ہیں

پیار ملتا ہے پیار کے بدلے

ہم دوانے کا خواب کہتے ہیں

دکھ کی لہروں کو دیکھ کر ہم تو

سکھ کا بہتا چناب کہتے ہیں

حسن بے شک ہے بے وفا انوارؔ

ہم وفا کی کتاب کہتے ہیں

انوار انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kam-basirat Azab Kahte Hain

Anwar Ansari

kam-basirat azab kahte hain
zist ko hum sawab kahte hain

hum ne aabaad kar diye sahra
log KHana-KHarab kahte hain

be-ruKHi ne hamein kiya ghayal
wo wafa ka jawab kahte hain

gham jo nanha sa ek diya Thahra
sab use aaftab kahte hain

pyar milta hai pyar ke badle
hum diwane ka KHwab kahte hain

dukh ki lahron ko dekh kar hum to
sukh ka bahta chanab kahte hain

husn be-shak hai bewafa 'anwar'
hum wafa ki kitab kahte hain

(766) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kam-basirat Azab Kahte Hain written by Anwar Ansari at UrduPoint. Kam-basirat Azab Kahte Hain is one of the masterpieces written by Anwar Ansari. You can also find the complete poetry collection of Anwar Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Ansari' above.

Kam-basirat Azab Kahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kam-basirat Azab Kahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.