Be-ghar Tha Phir ChhoD Gaya Ghar Jaane Kyun, Urdu Ghazal By Anwar Jamal Anwar

Be-ghar Tha Phir ChhoD Gaya Ghar Jaane Kyun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Jamal Anwar. Be-ghar Tha Phir ChhoD Gaya Ghar Jaane Kyun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-ghar Tha Phir ChhoD Gaya Ghar Jaane Kyun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے گھر تھا پھر چھوڑ گیا گھر جانے کیوں

انور جمال انور

بے گھر تھا پھر چھوڑ گیا گھر جانے کیوں

پار کیا ہے سات سمندر جانے کیوں

آنکھیں حیراں دل ویراں ہیں چہرے زرد

چیخ رہا ہے منظر منظر جانے کیوں

آنکھوں میں مظلوموں کے بس آنسو ہیں

فکر میں ہے ہر ایک ستم گر جانے کیوں

تپتی ریت جھلستے سائے تند ہوا

گھر سے نکلا موم کا پیکر جانے کیوں

پھول سا چہرہ جھیل سی اس کی آنکھیں ہیں

یاد آتا ہے مجھ کو اکثر جانے کیوں

آتے جاتے سب سے باتیں کرتا تھا

چپ بیٹھا ہے آج قلندر جانے کیوں

میری غزلیں سن کر انورؔ چاہت سے

دیکھتا ہے ہر ایک سخنور جانے کیوں

انور جمال انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-ghar Tha Phir ChhoD Gaya Ghar Jaane Kyun

Anwar Jamal Anwar

be-ghar tha phir chhoD gaya ghar jaane kyun
par kiya hai sat samundar jaane kyun

aankhen hairan dil viran hain chehre zard
chiKH raha hai manzar manzar jaane kyun

aankhon mein mazlumon ke bas aansu hain
fikr mein hai har ek sitam-gar jaane kyun

tapti rit jhulaste sae tund hawa
ghar se nikla mom ka paikar jaane kyun

phul sa chehra jhil si us ki aankhen hain
yaad aata hai mujh ko aksar jaane kyun

aate jate sab se baaten karta tha
chup baiTha hai aaj qalandar jaane kyun

meri ghazlen sun kar 'anwar' chahat se
dekhta hai har ek suKHnawar jaane kyun

(1225) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-ghar Tha Phir ChhoD Gaya Ghar Jaane Kyun written by Anwar Jamal Anwar at UrduPoint. Be-ghar Tha Phir ChhoD Gaya Ghar Jaane Kyun is one of the masterpieces written by Anwar Jamal Anwar. You can also find the complete poetry collection of Anwar Jamal Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Jamal Anwar' above.

Be-ghar Tha Phir ChhoD Gaya Ghar Jaane Kyun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-ghar Tha Phir ChhoD Gaya Ghar Jaane Kyun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.