ChaDhte Tufan Ko Sahil Se Guzarna Tha Miyan, Urdu Ghazal By Anwar Jamal Anwar

ChaDhte Tufan Ko Sahil Se Guzarna Tha Miyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Jamal Anwar. ChaDhte Tufan Ko Sahil Se Guzarna Tha Miyan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ChaDhte Tufan Ko Sahil Se Guzarna Tha Miyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چڑھتے طوفان کو ساحل سے گزرنا تھا میاں

انور جمال انور

چڑھتے طوفان کو ساحل سے گزرنا تھا میاں

ریت کے گھر کو بہرحال بکھرنا تھا میاں

کب تلک پاؤں کو توڑے ہوئے بیٹھا رہتا

راہ دشوار سے رہرو کو گزرنا تھا میاں

اتنے مانوس تھے صیاد سے جاتے نہ کہیں

قید میں پر نہ پرندوں کے کترنا تھا میاں

جب نہ سمجھے تو پھر اب چھیڑ کے پچھتانا کیا

چشم نمناک میں ابلا ہوا جھرنا تھا میاں

عشق کے گہرے سمندر میں گئے کیوں انورؔ

اتھلے پانی میں اگر ڈوب کے مرنا تھا میاں

انور جمال انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ChaDhte Tufan Ko Sahil Se Guzarna Tha Miyan

Anwar Jamal Anwar

chaDhte tufan ko sahil se guzarna tha miyan
rit ke ghar ko bahar-haal bikharna tha miyan

kab talak panw ko toDe hue baiTha rahta
rah-e-dushwar se rah-raw ko guzarna tha miyan

itne manus the sayyaad se jate na kahin
qaid mein par na parindon ke katarna tha miyan

jab na samjhe to phir ab chheD ke pachhtana kya
chashm-e-namnak mein ubla hua jharna tha miyan

ishq ke gahre samundar mein gae kyun 'anwar'
uthle pani mein agar Dub ke marna tha miyan

(828) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ChaDhte Tufan Ko Sahil Se Guzarna Tha Miyan written by Anwar Jamal Anwar at UrduPoint. ChaDhte Tufan Ko Sahil Se Guzarna Tha Miyan is one of the masterpieces written by Anwar Jamal Anwar. You can also find the complete poetry collection of Anwar Jamal Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Jamal Anwar' above.

ChaDhte Tufan Ko Sahil Se Guzarna Tha Miyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like ChaDhte Tufan Ko Sahil Se Guzarna Tha Miyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.