Apne Ghar Se To Chala Tha Main Shikayat Le Kar, Urdu Ghazal By Anwar Kaifi

Apne Ghar Se To Chala Tha Main Shikayat Le Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Kaifi. Apne Ghar Se To Chala Tha Main Shikayat Le Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Ghar Se To Chala Tha Main Shikayat Le Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے گھر سے تو چلا تھا میں شکایت لے کر

انور کیفی

اپنے گھر سے تو چلا تھا میں شکایت لے کر

اس کے گھر پہنچا مگر اس کی محبت لے کر

ایک احساس جنوں مجھ کو لئے جاتا ہے

لوٹ آئے گا نئی پھر کوئی وحشت لے کر

ہجر کہتے ہیں کسے یہ مجھے معلوم نہیں

کیا کروں گا میں تجھے اے شب فرقت لے کر

دل میں رہتا ہے کوئی جذبۂ صادق کی طرح

کوئی آئے تو دکھاوے کی محبت لے کر

میرا گھر ہے کہ فرشتوں کا کوئی مسکن ہے

کیا کروں گا میں کسی اور کی جنت لے کر

انور کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Ghar Se To Chala Tha Main Shikayat Le Kar

Anwar Kaifi

apne ghar se to chala tha main shikayat le kar
us ke ghar pahuncha magar us ki mohabbat le kar

ek ehsas-e-junun mujh ko liye jata hai
lauT aaega nai phir koi wahshat le kar

hijr kahte hain kise ye mujhe malum nahin
kya karunga main tujhe ai shab-e-furqat le kar

dil mein rahta hai koi jazba-e-sadiq ki tarah
koi aae to dikhawe ki mohabbat le kar

mera ghar hai ki farishton ka koi maskan hai
kya karunga main kisi aur ki jannat le kar

(1156) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Ghar Se To Chala Tha Main Shikayat Le Kar written by Anwar Kaifi at UrduPoint. Apne Ghar Se To Chala Tha Main Shikayat Le Kar is one of the masterpieces written by Anwar Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Anwar Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Kaifi' above.

Apne Ghar Se To Chala Tha Main Shikayat Le Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Ghar Se To Chala Tha Main Shikayat Le Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.