Hamare Lahje Mein Behtar Hai Inkisari Ho, Urdu Ghazal By Anwar Kaifi

Hamare Lahje Mein Behtar Hai Inkisari Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Kaifi. Hamare Lahje Mein Behtar Hai Inkisari Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamare Lahje Mein Behtar Hai Inkisari Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمارے لہجے میں بہتر ہے انکساری ہو

انور کیفی

ہمارے لہجے میں بہتر ہے انکساری ہو

مگر زباں پہ جو بات آئے سب پہ بھاری ہو

کسی کو ٹھیس نہ پہنچے یہ اپنی کوشش ہے

مگر لگے جو کسی دل پہ ضرب کاری ہو

رہ حیات میں شاید ہی وہ مقام آئے

کہ نغمہ ہائے جنوں پر سکوت طاری ہو

وفا کا ذکر اگر آئے اس کی محفل میں

تو بات جو بھی ہو جیسی ہو بس ہماری ہے

تمام عمر گزاری ہے اس کی خدمت میں

ہمارے نام کا سکہ ادب میں جاری ہو

ترے کرم سے ہمیشہ ہی خوش رہا انورؔ

مرے خدا نہ کبھی لب پہ آہ و زاری ہو

انور کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamare Lahje Mein Behtar Hai Inkisari Ho

Anwar Kaifi

hamare lahje mein behtar hai inkisari ho
magar zaban pe jo baat aae sab pe bhaari ho

kisi ko Thes na pahunche ye apni koshish hai
magar lage jo kisi dil pe zarb kari ho

rah-e-hayat mein shayad hi wo maqam aae
ki naghma-ha-e-junun par sukut tari ho

wafa ka zikr agar aae us ki mahfil mein
to baat jo bhi ho jaisi ho bas hamari hai

tamam-umr guzari hai us ki KHidmat mein
hamare nam ka sikka adab mein jari ho

tere karam se hamesha hi KHush raha 'anwar'
mere KHuda na kabhi lab pe aah-o-zari ho

(1039) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamare Lahje Mein Behtar Hai Inkisari Ho written by Anwar Kaifi at UrduPoint. Hamare Lahje Mein Behtar Hai Inkisari Ho is one of the masterpieces written by Anwar Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Anwar Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Kaifi' above.

Hamare Lahje Mein Behtar Hai Inkisari Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamare Lahje Mein Behtar Hai Inkisari Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.