Ab To Mujhko Man Ke Dushman, Urdu Ghazal By Anwar Kamal Anwar

Ab To Mujhko Man Ke Dushman is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Kamal Anwar. Ab To Mujhko Man Ke Dushman comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab To Mujhko Man Ke Dushman on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تو مجھ کو مان کے دشمن

انور کمال انور

اب تو مجھ کو مان کے دشمن

دوست بنے ہیں جان کے دشمن

گاؤں میں بھی ہیں شہروں میں بھی

ہر سو ہیں انسان کے دشمن

دشمن ہے جو انسانوں کا

ہم ہیں اس حیوان کے دشمن

میرے بھی ہیں دشمن وہ لوگ

جو ہیں ہندوستان کے دشمن

آپ کے اپنے ہیں عالی جاہ

غیر نہیں سلطان کے دشمن

گلیوں گلیوں زلفیں کھولے

پھرتے ہیں ایمان کے دشمن

بوجھ کمال انورؔ ہیں گھر پر

آنگن اور دالان کے دشمن

انور کمال انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab To Mujhko Man Ke Dushman

Anwar Kamal Anwar

ab to mujh ko man ke dushman
dost bane hain jaan ke dushman

ganw mein bhi hain shahron mein bhi
har su hain insan ke dushman

dushman hai jo insanon ka
hum hain us haiwan ke dushman

mere bhi hain dushman wo log
jo hain hindostan ke dushman

aap ke apne hain aali-jah
ghair nahin sultan ke dushman

galiyon galiyon zulfen khole
phirte hain iman ke dushman

bojh kamal 'anwar' hain ghar par
aangan aur dalan ke dushman

(1151) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab To Mujhko Man Ke Dushman written by Anwar Kamal Anwar at UrduPoint. Ab To Mujhko Man Ke Dushman is one of the masterpieces written by Anwar Kamal Anwar. You can also find the complete poetry collection of Anwar Kamal Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Kamal Anwar' above.

Ab To Mujhko Man Ke Dushman is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab To Mujhko Man Ke Dushman, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.