Apne Kirdar Se Girte Hue Bande Dekhe, Urdu Ghazal By Anwar Khan Anwar

Apne Kirdar Se Girte Hue Bande Dekhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Khan Anwar. Apne Kirdar Se Girte Hue Bande Dekhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Kirdar Se Girte Hue Bande Dekhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے کردار سے گرتے ہوئے بندے دیکھے

انور خاں انور

اپنے کردار سے گرتے ہوئے بندے دیکھے

میں نے انسان کی صورت میں درندے دیکھے

پہلے مجرم کو ہی ملتی تھی گناہوں کی سزا

اب تو معصوم کی گردن میں ہی پھندے دیکھے

جن کے دم سے ہے فلک بوس مکانوں کا وجود

ان کے ہیں کون سے بازار میں دھندے دیکھے

آج اجڑے ہوئے لوگوں کی پنہ گاہوں میں

میں نے مردوں کی طرح سینکڑوں بندے دیکھے

سر بسر فرقہ پرستوں کے وطن میں انورؔ

رہنما ہم نے سدا اپنے گزندے دیکھے

انور خاں انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Kirdar Se Girte Hue Bande Dekhe

Anwar Khan Anwar

apne kirdar se girte hue bande dekhe
main ne insan ki surat mein darinde dekhe

pahle mujrim ko hi milti thi gunahon ki saza
ab to masum key gardan mein hi phande dekhe

jin ke dam se hai falak-bos makanon ka wajud
in ke hain kaun se bazar mein dhande dekhe

aaj ujDe hue logon key panah-gahon mein
main ne mardon ki tarah sainkaDon bande dekhe

sar basar firqa paraston ke watan mein 'anwar'
rahnuma hum ne sada apne gazinde dekhe

(678) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Kirdar Se Girte Hue Bande Dekhe written by Anwar Khan Anwar at UrduPoint. Apne Kirdar Se Girte Hue Bande Dekhe is one of the masterpieces written by Anwar Khan Anwar. You can also find the complete poetry collection of Anwar Khan Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Khan Anwar' above.

Apne Kirdar Se Girte Hue Bande Dekhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Kirdar Se Girte Hue Bande Dekhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.