Bhala Hi Duaon Se Hota Hai Sab Ka, Urdu Ghazal By Anwar Khan Anwar

Bhala Hi Duaon Se Hota Hai Sab Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Khan Anwar. Bhala Hi Duaon Se Hota Hai Sab Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bhala Hi Duaon Se Hota Hai Sab Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بھلا ہی دعاؤں سے ہوتا ہے سب کا

انور خاں انور

بھلا ہی دعاؤں سے ہوتا ہے سب کا

دعا کھٹکھٹاتی ہے دروازہ رب کا

بلاؤں سے رہتا ہے محفوظ ہر دم

سکوں دے جو ماں باپ کو روز و شب کا

مخالف ہوئے لوگ اردو کے پھر بھی

جہاں بھر میں رتبہ ہے اردو ادب کا

کریں قتل و غارت گری ظلم جو بھی

انہیں پاس کب ہے حسب کا نسب کا

کرے گا جو مظلوم پر ظلم انورؔ

نشانہ بنے گا وہ رب کے غضب کا

انور خاں انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bhala Hi Duaon Se Hota Hai Sab Ka

Anwar Khan Anwar

bhala hi duaon se hota hai sab ka
dua khaTkhaTati hai darwaza rab ka

balaon se rahta hai mahfuz har dam
sukun de jo man-bap ko roz-o-shab ka

muKHalif hue log urdu ke phir bhi
jahan bhar mein rutba hai urdu adab ka

karen qatl-o-ghaarat-gari zulm jo bhi
unhen pas kab hai hasab ka nasab ka

karega jau mazlum par zulm 'anwar'
nishana banega wo rab ke ghazab ka

(534) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bhala Hi Duaon Se Hota Hai Sab Ka written by Anwar Khan Anwar at UrduPoint. Bhala Hi Duaon Se Hota Hai Sab Ka is one of the masterpieces written by Anwar Khan Anwar. You can also find the complete poetry collection of Anwar Khan Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Khan Anwar' above.

Bhala Hi Duaon Se Hota Hai Sab Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bhala Hi Duaon Se Hota Hai Sab Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.