Hai Zikr Yahi Har Su Ab Umr-daraazon Mein, Urdu Ghazal By Anwar Khan Anwar

Hai Zikr Yahi Har Su Ab Umr-daraazon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Khan Anwar. Hai Zikr Yahi Har Su Ab Umr-daraazon Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Zikr Yahi Har Su Ab Umr-daraazon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے ذکر یہی ہر سو اب عمر درازوں میں

انور خاں انور

ہے ذکر یہی ہر سو اب عمر درازوں میں

کھوئی ہوئی دنیا ہے یہ شعبدہ بازوں میں

اس لے سے ترنم سے میں کیسے بہل جاؤں

آواز نہیں باقی جب دل کے ہی سازوں میں

سجدے ہوں نمائش کے پھر کیسے اثر ہوگا

مالک پہ دعاؤں کا بندے کی نمازوں میں

میت میں امیروں کی اک جشن سا رہتا ہے

لوگوں کی کمی کیوں ہے غربا کے جنازوں میں

کہہ دیں گے سر محشر اعضائے بدن انورؔ

اعمال خدا سے سب کچھ ہوگا نہ رازوں میں

انور خاں انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Zikr Yahi Har Su Ab Umr-daraazon Mein

Anwar Khan Anwar

hai zikr yahi har su ab umr-daraazon mein
khoi hui duniya hai ye shoabada-bazon mein

us lai se tarannum se main kaise bahal jaun
aawaz nahin baqi jab dil ke hi sazon mein

sajde hon numaish ke phir kaise asar hoga
malik pe duaon ka bande ki namazon mein

mayyat mein amiron ki ek jashn sa rahta hai
logon ki kami kyon hai ghoraba ke janazon mein

kah denge sar-e-mahshar aaza-e-badan 'anwar'
aamal KHuda se sab kuchh hoga na raazon mein

(533) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Zikr Yahi Har Su Ab Umr-daraazon Mein written by Anwar Khan Anwar at UrduPoint. Hai Zikr Yahi Har Su Ab Umr-daraazon Mein is one of the masterpieces written by Anwar Khan Anwar. You can also find the complete poetry collection of Anwar Khan Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Khan Anwar' above.

Hai Zikr Yahi Har Su Ab Umr-daraazon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Zikr Yahi Har Su Ab Umr-daraazon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.