An-kahe Lafzon Mein Matlab DhunDhta Rahta Hun Main, Urdu Ghazal By Anwar Mahmood Khalid

An-kahe Lafzon Mein Matlab DhunDhta Rahta Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Mahmood Khalid. An-kahe Lafzon Mein Matlab DhunDhta Rahta Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read An-kahe Lafzon Mein Matlab DhunDhta Rahta Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان کہے لفظوں میں مطلب ڈھونڈھتا رہتا ہوں میں

انور محمود خالد

ان کہے لفظوں میں مطلب ڈھونڈھتا رہتا ہوں میں

کیا کہا تھا اس نے اور کیا سوچتا رہتا ہوں میں

یوں ہی شاید مل سکے ہونے نہ ہونے کا سراغ

اب مسلسل خود کے اندر جھانکتا رہتا ہوں میں

موت کے کالے سمندر میں ابھرتے ڈوبتے

برف کے تودے کی صورت ڈولتا رہتا ہوں میں

ان فضاؤں میں امڈتی پھیلتی خوشبو ہے وہ

ان خلاؤں میں رواں، بن کر ہوا رہتا ہوں میں

جسم کی دو گز زمیں میں دفن کر دیتا ہے وہ

کائناتی حد کی صورت پھیلتا رہتا ہوں میں

دوستوں سے سرد مہری بھی مرے بس میں نہیں

اور مروت کی تپش میں کھولتا رہتا ہوں میں

اک دھماکے سے نہ پھٹ جائے کہیں میرا وجود

اپنا لاوا آپ باہر پھینکتا رہتا ہوں میں

چین تھا خالدؔ تو گھر کی چار دیواری میں تھا

ریستورانوں میں عبث کیا ڈھونڈھتا رہتا ہوں میں

انور محمود خالد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

An-kahe Lafzon Mein Matlab DhunDhta Rahta Hun Main

Anwar Mahmood Khalid

an-kahe lafzon mein matlab DhunDhta rahta hun main
kya kaha tha us ne aur kya sochta rahta hun main

yun hi shayad mil sake hone na hone ka suragh
ab musalsal KHud ke andar jhankta rahta hun main

maut ke kale samundar mein ubharte Dubte
barf ke tode ki surat Dolta rahta hun main

in fazaon mein umaDti phailti KHushbu hai wo
in KHalaon mein rawan, ban kar hawa rahta hun main

jism ki do gaz zamin mein dafn kar deta hai wo
kaenati had ki surat phailta rahta hun main

doston se sard-mehri bhi mere bas mein nahin
aur murawwat ki tapish mein khaulta rahta hun main

ek dhamake se na phaT jae kahin mera wajud
apna lawa aap bahar phenkta rahta hun main

chain tha 'KHalid' to ghar ki chaar-diwari mein tha
resturanon mein abas kya DhunDhta rahta hun main

(1230) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read An-kahe Lafzon Mein Matlab DhunDhta Rahta Hun Main written by Anwar Mahmood Khalid at UrduPoint. An-kahe Lafzon Mein Matlab DhunDhta Rahta Hun Main is one of the masterpieces written by Anwar Mahmood Khalid. You can also find the complete poetry collection of Anwar Mahmood Khalid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Mahmood Khalid' above.

An-kahe Lafzon Mein Matlab DhunDhta Rahta Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like An-kahe Lafzon Mein Matlab DhunDhta Rahta Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.