Aag, Urdu Nazam By Anwar Maqsood Zahidi

Aag is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Anwar Maqsood Zahidi. Aag comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Aag on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آگ

انور مقصود زاہدی

سلگتے ہوئے

میٹھے جذبات

کی آگ سے جسم

کچھ اس طرح تپ رہا ہے

کہ جی چاہتا ہے نظر جو بھی آئے

اسے اپنی بانہوں میں کچھ ایسے بھینچوں

کہ میرے بدن میں سما جائے وہ یوں

نظر تک نہ آئے

ہٹاؤں جو بانہیں

میں اس کے گلے سے

تو ڈھیر ایک مٹی کا

قدموں میں پاؤں

انور مقصود زاہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aag

Anwar Maqsood Zahidi

sulagte hue
miThe jazbaat
ki aag se jism
kuchh is tarah tap raha hai
ki ji chahta hai nazar jo bhi aae
use apni banhon mein kuchh aise bhenchun
ki mere badan mein sama jae wo yun
nazar tak na aae
haTaun jo banhen
main is ke gale se
to Dher ek miTTi ka
qadmon mein paun

(900) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aag written by Anwar Maqsood Zahidi at UrduPoint. Aag is one of the masterpieces written by Anwar Maqsood Zahidi. You can also find the complete poetry collection of Anwar Maqsood Zahidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Maqsood Zahidi' above.

Aag is a widely read Urdu Nazam. If you like Aag, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.