Dusre Saeran Se Pahle, Urdu Nazam By Anwar Maqsood Zahidi

Dusre Saeran Se Pahle is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Anwar Maqsood Zahidi. Dusre Saeran Se Pahle comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Dusre Saeran Se Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دوسرے سائرن سے پہلے

انور مقصود زاہدی

اندھیرا ہے

ابھی تم اپنے ہونٹوں کو

یونہی میرے لبوں سے متصل رکھو

ابھی اس وقت تک تھامے رہو

میرے بدن کو اپنی بانہوں سے

کہ جب تک

اک دھماکے سے پھٹے

آتش فشاں جسموں کا

اور کتنے ہی قرنوں کی چھپی حدت

بہے لاوے کی صورت میں

کہ جب تک

سائرن کی چیختی مکروہ موسیقی

فضا کو پھاڑ دے اور جگمگائیں بجلیاں ہر سو

انور مقصود زاہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dusre Saeran Se Pahle

Anwar Maqsood Zahidi

andhera hai
abhi tum apne honTon ko
yunhi mere labon se muttasil rakho
abhi us waqt tak thame raho
mere badan ko apni banhon se
ki jab tak
ek dhamake se phaTe
aatish-fishan jismon ka
aur kitne hi qarnon ki chhupi hiddat
bahe lawe ki surat mein
ki jab tak
saeran ki chiKHti makruh mausiqi
faza ko phaD de aur jagmagaen bijliyan har su

(570) ووٹ وصول ہوئے

You can read Dusre Saeran Se Pahle written by Anwar Maqsood Zahidi at UrduPoint. Dusre Saeran Se Pahle is one of the masterpieces written by Anwar Maqsood Zahidi. You can also find the complete poetry collection of Anwar Maqsood Zahidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Maqsood Zahidi' above.

Dusre Saeran Se Pahle is a widely read Urdu Nazam. If you like Dusre Saeran Se Pahle, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.