Ye Qissa-e-gham-e-dil Hai To Bankpan Se Chale, Urdu Ghazal By Anwar Moazzam

Ye Qissa-e-gham-e-dil Hai To Bankpan Se Chale is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Moazzam. Ye Qissa-e-gham-e-dil Hai To Bankpan Se Chale comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Qissa-e-gham-e-dil Hai To Bankpan Se Chale on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ قصۂ غم دل ہے تو بانکپن سے چلے

انور معظم

یہ قصۂ غم دل ہے تو بانکپن سے چلے

کسی نگاہ پہ ٹھہرے کسی بدن سے چلے

نہ جانے کس کے کرم سے کھلے کلی دل کی

سموم دشت سے اٹھے صبا چمن سے چلے

وہ آئے دل میں تو یوں جیسے شام کا تارہ

مثال ماہ ستاروں کی انجمن سے چلے

فسانے چاک گریباں کے پڑ گئے پھیکے

جنوں کی بات کبھی تیرے پیرہن سے چلے

ہجوم صبح کی تنہائیوں میں ڈوب گئے

وہ قافلے جو اندھیروں کی انجمن سے چلے

انور معظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Qissa-e-gham-e-dil Hai To Bankpan Se Chale

Anwar Moazzam

ye qissa-e-gham-e-dil hai to bankpan se chale
kisi nigah pe Thahre kisi badan se chale

na jaane kis ke karam se khile kali dil ki
sumum-e-dasht se uThe saba chaman se chale

wo aae dil mein to yun jaise sham ka tara
misal-e-mah sitaron ki anjuman se chale

fasane chaak-e-gareban ke paD gae phike
junun ki baat kabhi tere pairahan se chale

hujum-e-subh ki tanhaiyon mein Dub gae
wo qafile jo andheron ki anjuman se chale

(809) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Qissa-e-gham-e-dil Hai To Bankpan Se Chale written by Anwar Moazzam at UrduPoint. Ye Qissa-e-gham-e-dil Hai To Bankpan Se Chale is one of the masterpieces written by Anwar Moazzam. You can also find the complete poetry collection of Anwar Moazzam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Moazzam' above.

Ye Qissa-e-gham-e-dil Hai To Bankpan Se Chale is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Qissa-e-gham-e-dil Hai To Bankpan Se Chale, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.