Ye Mausam Faslon Ka Hai To Be-shak Fasla Rakhna, Urdu Ghazal By Anwar Pasha

Ye Mausam Faslon Ka Hai To Be-shak Fasla Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Pasha. Ye Mausam Faslon Ka Hai To Be-shak Fasla Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Mausam Faslon Ka Hai To Be-shak Fasla Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ موسم فاصلوں کا ہے تو بے شک فاصلہ رکھنا

انور پاشا

یہ موسم فاصلوں کا ہے تو بے شک فاصلہ رکھنا

مگر دل میں محبت کے دریچوں کو کھلا رکھنا

اندھیروں کے مقدر میں سحر سے مات لکھی ہے

یہ شب بھر کی خدائی ہے چراغوں کو جلا رکھنا

قفس کی تیلیاں پرواز حر کب روک پائیں گی

جگر میں عزم کامل تو نگاہوں میں فضا رکھنا

یہ مانا حق کا رستہ دار سے ہو کر گزرتا ہے

مگر ثابت قدم بنتے ہیں غازی حوصلہ رکھنا

قلمرو تھا جو شاہیں کا وہ اب کرگس کی بستی ہے

پلٹ سکتی ہے پھر بازی عزائم کو جگا رکھنا

انور پاشا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Mausam Faslon Ka Hai To Be-shak Fasla Rakhna

Anwar Pasha

ye mausam faslon ka hai to be-shak fasla rakhna
magar dil mein mohabbat ke darichon ko khula rakhna

andheron ke muqaddar mein sahar se mat likkhi hai
ye shab bhar ki KHudai hai charaghon ko jala rakhna

qafas ki tiliyan parwaz-e-hur kab rok paengi
jigar mein azm-e-kaamil to nigahon mein faza rakhna

ye mana haq ka rasta dar se ho kar guzarta hai
magar sabit-qadam bante hain ghazi hausla rakhna

qalam-rau tha jo shahin ka wo ab kargas ki basti hai
palaT sakti hai phir bazi azaem ko jaga rakhna

(829) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Mausam Faslon Ka Hai To Be-shak Fasla Rakhna written by Anwar Pasha at UrduPoint. Ye Mausam Faslon Ka Hai To Be-shak Fasla Rakhna is one of the masterpieces written by Anwar Pasha. You can also find the complete poetry collection of Anwar Pasha by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Pasha' above.

Ye Mausam Faslon Ka Hai To Be-shak Fasla Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Mausam Faslon Ka Hai To Be-shak Fasla Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.