Adab Ki Ilm-o-fan Ki Ek Mukammal Dastan Main Hun, Urdu Ghazal By Anwar Sadiqui

Adab Ki Ilm-o-fan Ki Ek Mukammal Dastan Main Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Sadiqui. Adab Ki Ilm-o-fan Ki Ek Mukammal Dastan Main Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Adab Ki Ilm-o-fan Ki Ek Mukammal Dastan Main Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ادب کی علم و فن کی اک مکمل داستاں میں ہوں

انور صادقی

ادب کی علم و فن کی اک مکمل داستاں میں ہوں

میں اردو ہوں میں اردو دختر ہندوستاں میں ہوں

یہاں میں ہوں وہاں میں ہوں عیاں میں ہوں نہاں میں ہوں

مکیں میں ہوں مکاں میں ہوں زمیں میں ہوں زماں میں ہوں

یہی تو ایک جاں دو جسم ہونے کی علامت ہے

جہاں میں ہوں وہاں تو ہے جہاں تو ہے وہاں میں ہوں

میں گل ہوں میں بہاراں میں ہی رنگ و نور اور نکہت

نگاہ دل سے دیکھوں شاہکار گلستاں میں ہوں

جہاں کی بے رخی سے تم کبھی مایوس مت ہونا

تمہارا آشنا میں ہوں تمہارا قدرداں میں ہوں

تجھے یہ ناز تیری سر زمیں ہے گلشن جنت

مجھے یہ فخر ہے باشندۂ ہندوستاں میں ہوں

میں انورؔ ہوں مجھے سمجھو مجھے دیکھو پڑھو مجھ کو

ہر اک مجموعۂ الفت کا کامل ترجماں میں ہوں

انور صادقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Adab Ki Ilm-o-fan Ki Ek Mukammal Dastan Main Hun

Anwar Sadiqui

adab ki ilm-o-fan ki ek mukammal dastan main hun
main urdu hun main urdu duKHtar-e-hindostan main hun

yahan main hun wahan main hun ayan main hun nihan main hun
makin main hun makan main hun zamin main hun zaman main hun

yahi to ek jaan do jism hone ki alamat hai
jahan main hun wahan tu hai jahan tu hai wahan main hun

main gul hun main bahaaran main hi rang-o-nur aur nikhat
nigah-e-dil se dekhun shahkar-e-gulsitan main hun

jahan ki be-ruKHi se tum kabhi mayus mat hona
tumhaara aashna main hun tumhaara qadr-dan main hun

tujhe ye naz teri sar-zamin hai gulshan-e-jannat
mujhe ye faKHr hai bashinda-e-hindostan main hun

main 'anwar' hun mujhe samjho mujhe dekho paDho mujh ko
har ek majmua-e-ulfat ka kaamil tarjuman main hun

(745) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Adab Ki Ilm-o-fan Ki Ek Mukammal Dastan Main Hun written by Anwar Sadiqui at UrduPoint. Adab Ki Ilm-o-fan Ki Ek Mukammal Dastan Main Hun is one of the masterpieces written by Anwar Sadiqui. You can also find the complete poetry collection of Anwar Sadiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Sadiqui' above.

Adab Ki Ilm-o-fan Ki Ek Mukammal Dastan Main Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Adab Ki Ilm-o-fan Ki Ek Mukammal Dastan Main Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.