Jab Fasl-e-bahaaran Aati Hai Shadab Gulistan Hote Hain, Urdu Ghazal By Anwar Saharanpuri

Jab Fasl-e-bahaaran Aati Hai Shadab Gulistan Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Saharanpuri. Jab Fasl-e-bahaaran Aati Hai Shadab Gulistan Hote Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Fasl-e-bahaaran Aati Hai Shadab Gulistan Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب فصل بہاراں آتی ہے شاداب گلستاں ہوتے ہیں

انور سہارنپوری

جب فصل بہاراں آتی ہے شاداب گلستاں ہوتے ہیں

تکمیل جنوں بھی ہوتی ہے اور چاک گریباں ہوتے ہیں

پر کیف فضائیں چلتی ہیں مخمور گھٹائیں چھاتی ہیں

جب صحن چمن میں جلوہ نما وہ جان بہاراں ہوتے ہیں

ہوتا ہے سکون قلب و جگر ہر زخم میں لذت آتی ہے

او ناوک افگن تیر ترے تسکین رگ جاں ہوتے ہیں

کیوں منت چارہ گر کیجے کیوں فکر دوائے دل کیجے

بیمار محبت کے نالے خود درد کا درماں ہوتے ہیں

یہ عہد جوانی شوخئ گل دو دن کی بہاریں ہوتی ہیں

دیکھیں تو کبھی وہ رنگ خزاں جو حسن پہ نازاں ہوتے ہیں

جب باد بہاری آتی ہے ہر گل پہ جوانی چھاتی ہے

کھل جاتے ہیں مرے زخم جگر اور داغ درخشاں ہوتے ہیں

گرداب محافظ ہوتا ہے اے بحر حوادث بیکس کا

کھنچ آتا ہے ساحل موجوں میں جب جوش پہ طوفاں ہوتے ہیں

کیا مجھ کو ضرورت اے انورؔ کیوں ان کے ستم کا شاکی ہوں

جب یاد جفائیں آتی ہیں وہ خود ہی پشیماں ہوتے ہیں

انور سہارنپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Fasl-e-bahaaran Aati Hai Shadab Gulistan Hote Hain

Anwar Saharanpuri

jab fasl-e-bahaaran aati hai shadab gulistan hote hain
takmil-e-junun bhi hoti hai aur chaak gareban hote hain

pur-kaif fazaen chalti hain maKHmur ghaTaen chhati hain
jab sehn-e-chaman mein jalwa-numa wo jaan-e-bahaaran hote hain

hota hai sukun-e-qalb-o-jigar har zaKHm mein lazzat aati hai
o nawak-afgan tir tere taskin-e-rag-e-jaan hote hain

kyun minnat-e-chaara-gar kije kyun fikr-e-dawa-e-dil kije
bimar-e-mohabbat ke nale KHud dard ka darman hote hain

ye ahd-e-jawani shoKHi-e-gul do din ki bahaaren hoti hain
dekhen to kabhi wo rang-e-KHizan jo husn pe nazan hote hain

jab baad-e-bahaari aati hai har gul pe jawani chhati hai
khil jate hain mere zaKHm-e-jigar aur dagh daraKHshan hote hain

girdab muhafiz hota hai ai bahr-e-hawadis bekas ka
khinch aata hai sahil maujon mein jab josh pe tufan hote hain

kya mujh ko zarurat ai 'anwar' kyun un ke sitam ka shaki hun
jab yaad jafaen aati hain wo KHud hi pasheman hote hain

(594) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Fasl-e-bahaaran Aati Hai Shadab Gulistan Hote Hain written by Anwar Saharanpuri at UrduPoint. Jab Fasl-e-bahaaran Aati Hai Shadab Gulistan Hote Hain is one of the masterpieces written by Anwar Saharanpuri. You can also find the complete poetry collection of Anwar Saharanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Saharanpuri' above.

Jab Fasl-e-bahaaran Aati Hai Shadab Gulistan Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Fasl-e-bahaaran Aati Hai Shadab Gulistan Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.