Aur Do Aankhen, Urdu Nazam By Anwar Shamim

Aur Do Aankhen is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Anwar Shamim. Aur Do Aankhen comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Aur Do Aankhen on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور دو آنکھیں

انور شمیم

ندی رواں ہے

اوپر پل سے ریل گزرتی ہے

پل سے نیچے

صبح کا سورج جل دھارے پر

جھلمل دھوپ سے

سات سروں میں نظمیں لکھتا ہے

چاندی چاندی ریتیلے ساحل پر

تم قدموں سے پھول کھلاتی ہو

اور دو آنکھیں

اس بحرانی اندھے بہرے گونگے یگ میں

سرخ زمیں کی نم مٹی سے

دشت کی کھوئی خوشبو چنتی ہیں

انور شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Do Aankhen

Anwar Shamim

nadi rawan hai
upar pul se rail guzarti hai
pul se niche
subh ka suraj jal-dhaare par
jhilmil dhup se
sat suron mein nazmen likhta hai

chandi chandi retile sahil par
tum qadmon se phul khilati ho
aur do aankhen

is bohrani andhe bahre gunge yug mein
surKH zamin ki nam miTTi se
dasht ki khoi KHushbu chunti hain

(650) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aur Do Aankhen written by Anwar Shamim at UrduPoint. Aur Do Aankhen is one of the masterpieces written by Anwar Shamim. You can also find the complete poetry collection of Anwar Shamim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Shamim' above.

Aur Do Aankhen is a widely read Urdu Nazam. If you like Aur Do Aankhen, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.