Hawa Kabhi Yun Bhi IThlati Aati Thi, Urdu Ghazal By Anwar Shamim

Hawa Kabhi Yun Bhi IThlati Aati Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Shamim. Hawa Kabhi Yun Bhi IThlati Aati Thi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawa Kabhi Yun Bhi IThlati Aati Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوا کبھی یوں بھی اٹھلاتی آتی تھی

انور شمیم

ہوا کبھی یوں بھی اٹھلاتی آتی تھی

پائل سے سنتور بجاتی آتی تھی

ایسا خشک کنارا یہ ساحل کب تھا

ندی یہاں تک بھی لہراتی آتی تھی

ایک ستارا جگ مگ کرتا تھا چھت پر

کرن زمیں تک بدن چراتی آتی تھی

وحشی اپنی دھول اڑاتا جاتا تھا

خلق خدا نیزے لہراتی آتی تھی

کھلے ہوئے گلزار سی کوئی خوش بدنی

شہر سکوت میں لہر اٹھاتی آتی تھی

شہزادی پھر شہر سبا کو لوٹ گئی

دشت میں جو سو شمعیں جلاتی آتی تھی

یہی ندائے کوہ جو آتی ہے کل بھی

بخت بریدوں کو بہلاتی آتی تھی

انور شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa Kabhi Yun Bhi IThlati Aati Thi

Anwar Shamim

hawa kabhi yun bhi iThlati aati thi
payal se santur bajati aati thi

aisa KHushk kinara ye sahil kab tha
nadi yahan tak bhi lahraati aati thi

ek sitara jagmag karta tha chhat par
kiran zamin tak badan churaati aati thi

wahshi apni dhul uData jata tha
KHalq-e-KHuda neze lahraati aati thi

khule hue gulzar si koi KHush-badani
shahar-e-sukut mein lahar uThati aati thi

shahzadi phir shahr-e-saba ko lauT gai
dasht mein jo sau shamen jalati aati thi

yahi nida-e-koh jo aati hai kal bhi
baKHt-buridon ko bahlati aati thi

(620) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawa Kabhi Yun Bhi IThlati Aati Thi written by Anwar Shamim at UrduPoint. Hawa Kabhi Yun Bhi IThlati Aati Thi is one of the masterpieces written by Anwar Shamim. You can also find the complete poetry collection of Anwar Shamim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Shamim' above.

Hawa Kabhi Yun Bhi IThlati Aati Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawa Kabhi Yun Bhi IThlati Aati Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.