Isi Hawa-e-bahaar Mein Tum Se Phir Milunga, Urdu Nazam By Anwar Shamim

Isi Hawa-e-bahaar Mein Tum Se Phir Milunga is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Anwar Shamim. Isi Hawa-e-bahaar Mein Tum Se Phir Milunga comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Isi Hawa-e-bahaar Mein Tum Se Phir Milunga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسی ہوائے بہار میں تم سے پھر ملوں گا

انور شمیم

یہ وہم ہے تو برا نہیں ہے

جو خواب سمجھو تو خواب سمجھو

مگر ملوں گا

یقیں کے سورج کی راس تھامے

گھڑی کی سوئی گھما سکو تو

صدی کی

فصل بہار موسم کے در پہ روکو

جہاں ہوا نے بدن چھوا تھا

تو دست جاناں کی گوندھی مٹی

مہک اٹھی تھی

جہاں لبوں نے دعا پڑھی تو

زمیں کے سینے پہ پھول مہکے

پرند چہکے

کئی لکیریں کنار دریا

بچھی ہوئی ریت کی دری پر

کھنچی ملیں گی

درخت شاخان چٹان اوپر

رواں سمندر پہ انگلیوں سے

کسی کو لکھتا

کوئی ملے گا

وہیں پہ تم لوگ ٹھہر جانا

اسی ہوائے بہار میں تم سے پھر ملوں گا

انور شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Isi Hawa-e-bahaar Mein Tum Se Phir Milunga

Anwar Shamim

ye wahm hai to bura nahin hai
jo KHwab samjho to KHwab samjho
magar milunga
yaqin ke suraj ki ras thame

ghaDi ki sui ghuma sako to
sadi ki
fasl-e-bahaar mausam ke dar pe roko
jahan hawa ne badan chhua tha
to dast-e-jaanan ki gundhi miTTi
mahak uThi thi

jahan labon ne dua paDhi to
zamin ke sine pe phul mahke
parind chahke
kai lakiren kanar-e-dariya
bichhi hui ret ki dari par
khinchi milengi

daraKHt-e-shaKHan chaTTan upar
rawan samundar pe ungliyon se
kisi ko likhta
koi milega

wahin pe tum log Thahar jaana
usi hawa-e-bahaar mein tum se phir milunga

(761) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Isi Hawa-e-bahaar Mein Tum Se Phir Milunga written by Anwar Shamim at UrduPoint. Isi Hawa-e-bahaar Mein Tum Se Phir Milunga is one of the masterpieces written by Anwar Shamim. You can also find the complete poetry collection of Anwar Shamim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Shamim' above.

Isi Hawa-e-bahaar Mein Tum Se Phir Milunga is a widely read Urdu Nazam. If you like Isi Hawa-e-bahaar Mein Tum Se Phir Milunga, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.