KHabar Nahin Wo Ziya-bar Karne Aaya Tha, Urdu Ghazal By Anwar Shamim

KHabar Nahin Wo Ziya-bar Karne Aaya Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Shamim. KHabar Nahin Wo Ziya-bar Karne Aaya Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHabar Nahin Wo Ziya-bar Karne Aaya Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خبر نہیں وہ ضیا بار کرنے آیا تھا

انور شمیم

خبر نہیں وہ ضیا بار کرنے آیا تھا

کہ اور راستے دشوار کرنے آیا تھا

وہ سب کو حق کا طرف دار کرنے آیا تھا

کہ اپنا حاشیہ بردار کرنے آیا تھا

مجھے چڑھا دیا ان سب نے مل کے سولی پر

میں جن کو نیند سے بیدار کرنے آیا تھا

سلگ رہی ہے جو بستی کوئی سبب ہوگا

فضا کو کوئی تو بیمار کرنے آیا تھا

سپردگی میں عقیدت نہیں تھی ہشیاری

وہ اک وسیلے کو ہتھیار کرنے آیا تھا

یہ کیا کہ خود اسے تاراج کرنے والا ہوں

میں جس زمین کو گلزار کرنے آیا تھا

انور شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHabar Nahin Wo Ziya-bar Karne Aaya Tha

Anwar Shamim

KHabar nahin wo ziya-bar karne aaya tha
ki aur raste dushwar karne aaya tha

wo sab ko haq ka taraf-dar karne aaya tha
ki apna hashiya-bardar karne aaya tha

mujhe chaDha diya un sab ne mil ke suli par
main jin ko nind se bedar karne aaya tha

sulag rahi hai jo basti koi sabab hoga
faza ko koi to bimar karne aaya tha

supurdagi mein aqidat nahin thi hushyari
wo ek wasile ko hathiyar karne aaya tha

ye kya ki KHud ise taraj karne wala hun
main jis zamin ko gulzar karne aaya tha

(672) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHabar Nahin Wo Ziya-bar Karne Aaya Tha written by Anwar Shamim at UrduPoint. KHabar Nahin Wo Ziya-bar Karne Aaya Tha is one of the masterpieces written by Anwar Shamim. You can also find the complete poetry collection of Anwar Shamim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Shamim' above.

KHabar Nahin Wo Ziya-bar Karne Aaya Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHabar Nahin Wo Ziya-bar Karne Aaya Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.