Sabaat Ek Taghayyur Ko Hai Zamane Mein, Urdu Nazam By Anwar Shamim

Sabaat Ek Taghayyur Ko Hai Zamane Mein is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Anwar Shamim. Sabaat Ek Taghayyur Ko Hai Zamane Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Sabaat Ek Taghayyur Ko Hai Zamane Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ثبات ایک تغیر کو ہے زمانے میں

انور شمیم

اٹھو

سیلے کمرے سے باہر کو نکلو

وہاں ہے زمانہ تغیر پذیر

کہ ہم چاہ تاریک میں

اپنی آنکھیں نہ کھو دیں

اٹھیں جب

تو سب چیزیں بدلی ملیں

اور سارے تماشے ہمیں

اجنبی آنکھ سے گھورتے ہم سے پوچھیں

کہ تم کون ہو

کس عجائب کدے سے نکل آئے ہو

اور جب

اپنی جیبیں ٹٹولیں

تو سکے ہمارے زر و سیم کے

قیمتیں کھو چکے ہوں

ہمیں یہ خبر مل رہی ہو

کہ ہم عہد رفتہ کے صحرائے ہو میں کہیں

اپنے موہوم و مبہم ہیولے کی بھی

جانے کب کی نفی کر چکے

انور شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sabaat Ek Taghayyur Ko Hai Zamane Mein

Anwar Shamim

uTho
sile kamre se bahar ko niklo
wahan hai zamana taghayyur-pazir
ki hum chah-e-tarik mein
apni aankhen na kho den
uThen jab
to sab chizen badli milen
aur sare tamashe hamein
ajnabi aankh se ghurte hum se puchhen
ki tum kaun ho
kis ajaib-kade se nikal aae ho
aur jab
apni jeben TaTolen
to sikke hamare zar-o-sim ke
qimaten kho chuke hon
hamein ye KHabar mil rahi ho
ki hum ahd-e-rafta ke sahra-e-hu mein kahin
apne mauhum-o-mubham hayule ki bhi
jaane kab ki nafi kar chuke

(5048) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sabaat Ek Taghayyur Ko Hai Zamane Mein written by Anwar Shamim at UrduPoint. Sabaat Ek Taghayyur Ko Hai Zamane Mein is one of the masterpieces written by Anwar Shamim. You can also find the complete poetry collection of Anwar Shamim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Shamim' above.

Sabaat Ek Taghayyur Ko Hai Zamane Mein is a widely read Urdu Nazam. If you like Sabaat Ek Taghayyur Ko Hai Zamane Mein, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.