Har Ek ShaKHs Mera Shahr Mein Shanasa Tha, Urdu Ghazal By Anwar Taban

Har Ek ShaKHs Mera Shahr Mein Shanasa Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Taban. Har Ek ShaKHs Mera Shahr Mein Shanasa Tha comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Har Ek ShaKHs Mera Shahr Mein Shanasa Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر ایک شخص مرا شہر میں شناسا تھا

انور تاباں

ہر ایک شخص مرا شہر میں شناسا تھا

مگر جو غور سے دیکھا تو میں اکیلا تھا

وہ خواب عیش طرب کا جو ہم نے دیکھا تھا

حقیقتوں سے پرے تھا حسین دھوکا تھا

خدا ہمیں بھی دکھا دے وہ دور کیسا تھا

خلوص و مہر کا ہر شخص جس میں دریا تھا

ستم بھی مجھ پہ وہ کرتا رہا کرم کی طرح

وہ مہرباں تو نہ تھا مہربان جیسا تھا

گزشتہ رات بھی ہم نے یوں ہی گزاری تھی

زمین کو فرش کیا آسمان اوڑھا تھا

اسی کو مطلبی تاباںؔ کہا زمانے نے

دعا سلام جو چھوٹے بڑے سے رکھتا تھا

انور تاباں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ek ShaKHs Mera Shahr Mein Shanasa Tha

Anwar Taban

har ek shaKHs mera shahr mein shanasa tha
magar jo ghaur se dekha to main akela tha

wo KHwab aish-e-tarab ka jo hum ne dekha tha
haqiqaton se pare tha hasin dhoka tha

KHuda hamein bhi dikha de wo daur kaisa tha
KHulus-o-mehr ka har shaKHs jis mein dariya tha

sitam bhi mujh pe wo karta raha karam ki tarah
wo mehrban to na tha mehrban jaisa tha

guzishta raat bhi hum ne yunhi guzari thi
zamin ko farsh kiya aasman oDha tha

usi ko matlabi 'taban' kaha zamane ne
dua salam jo chhoTe baDe se rakhta tha

(820) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Ek ShaKHs Mera Shahr Mein Shanasa Tha written by Anwar Taban at UrduPoint. Har Ek ShaKHs Mera Shahr Mein Shanasa Tha is one of the masterpieces written by Anwar Taban. You can also find the complete poetry collection of Anwar Taban by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Taban' above.

Har Ek ShaKHs Mera Shahr Mein Shanasa Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ek ShaKHs Mera Shahr Mein Shanasa Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.