Wo Maqtal Mein Agar Khinche Hue Talwar BaiThe Hain, Urdu Ghazal By Anwari Jahan Begum Hijab

Wo Maqtal Mein Agar Khinche Hue Talwar BaiThe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwari Jahan Begum Hijab. Wo Maqtal Mein Agar Khinche Hue Talwar BaiThe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Maqtal Mein Agar Khinche Hue Talwar BaiThe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ مقتل میں اگر کھینچے ہوئے تلوار بیٹھے ہیں

انوری جہاں بیگم حجاب

وہ مقتل میں اگر کھینچے ہوئے تلوار بیٹھے ہیں

تو ہم بھی جان دینے کے لئے تیار بیٹھے ہیں

در پیر مغاں پر اس طرح مے خوار بیٹھے ہیں

کہ کچھ مخمور بیٹھے ہیں تو کچھ سرشار بیٹھے ہیں

اگر وہ گالیاں دینے پر آمادہ ہیں خلوت میں

تو ہم بھی عرض مطلب کے لیے تیار بیٹھے ہیں

گلا میں کاٹ لوں خود اک اشارہ ہو جو ابرو کا

وہ کیوں میرے لیے کھینچے ہوئے تلوار بیٹھے ہیں

سہارا جب دیا ہے کچھ امید وصل نے آ کر

تو اٹھ کر بستر غم سے ترے بیمار بیٹھے ہیں

حجاب ان سے وہ میرا پوچھنا سر رکھ کے قدموں پر

سبب کیا ہے جو یوں مجھ سے خفا سرکار بیٹھے ہیں

انوری جہاں بیگم حجاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Maqtal Mein Agar Khinche Hue Talwar BaiThe Hain

Anwari Jahan Begum Hijab

wo maqtal mein agar khinche hue talwar baiThe hain
to hum bhi jaan dene ke liye tayyar baiThe hain

dar-e-pir-e-mughan par is tarah mai-KHwar baiThe hain
ki kuchh maKHmur baiThe hain to kuchh sarshaar baiThe hain

agar wo galiyan dene par aamada hain KHalwat mein
to hum bhi arz-e-matlab ke liye tayyar baiThe hain

gala main kaT lun KHud ek ishaara ho jo abru ka
wo kyun mere liye khinche hue talwar baiThe hain

sahaara jab diya hai kuchh ummid-e-wasl ne aa kar
to uTh kar bistar-e-gham se tere bimar baiThe hain

hijab un se wo mera puchhna sar rakh ke qadmon par
sabab kya hai jo yun mujh se KHafa sarkar baiThe hain

(748) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Anwari Jahan Begum Hijab Poetry

کہاں ممکن ہے پوشیدہ غم دل کا اثر ہونا

Anwari Jahan Begum Hijab - انوری جہاں بیگم حجاب

Kahan Mumkin Hai Poshida Gham-e-dil Ka Asar Hona

قیامت تھا ستم تھا قہر تھا خلوت میں او ظالم

Anwari Jahan Begum Hijab - انوری جہاں بیگم حجاب

Qayamat Tha Sitam Tha Qahr Tha Khalwat Mein O Zalim

سفارش ہمدموں کی ان کا جاتے وقت یہ کہنا

Anwari Jahan Begum Hijab - انوری جہاں بیگم حجاب

Sifarish Ham-damon Ki Un Ka Jate Waqt Ye Kahna

وہ مقتل میں اگر کھینچے ہوئے تلوار بیٹھے ہیں

Anwari Jahan Begum Hijab - انوری جہاں بیگم حجاب

Wo Maqtal Mein Agar Khinche Hue Talwar Baithe Hain

سارے کشتوں سے جدا ڈھنگ اضطراب دل کا ہے

Anwari Jahan Begum Hijab - انوری جہاں بیگم حجاب

Sare Kushton Se Juda Dhang Iztirab-e-dil Ka Hai

حجاب ان سے وہ میرا پوچھنا سر رکھ کے قدموں پر

Anwari Jahan Begum Hijab - انوری جہاں بیگم حجاب

Hijab Un Se Wo Mera Puchhna Sar Rakh Ke Qadmon Par

محیط رحمت ہے جوش افزا ہوئی ہے ابر سخا کی آمد

Anwari Jahan Begum Hijab - انوری جہاں بیگم حجاب

Muhit-e-rahmat Hai Josh-afza Hui Hai Abr-e-sakha Ki Aamad

سینہ سے سینہ ملا دینا تو کچھ مشکل نہیں

Anwari Jahan Begum Hijab - انوری جہاں بیگم حجاب

Sina Se Sina Mila Dena To Kuchh Mushkil Nahin

You can read Wo Maqtal Mein Agar Khinche Hue Talwar BaiThe Hain written by Anwari Jahan Begum Hijab at UrduPoint. Wo Maqtal Mein Agar Khinche Hue Talwar BaiThe Hain is one of the masterpieces written by Anwari Jahan Begum Hijab. You can also find the complete poetry collection of Anwari Jahan Begum Hijab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwari Jahan Begum Hijab' above.

Wo Maqtal Mein Agar Khinche Hue Talwar BaiThe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Maqtal Mein Agar Khinche Hue Talwar BaiThe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.