Aaya Na Aab-e-rafta Kabhi Juebar Mein, Urdu Ghazal By Anwarul Hasan Anwar

Aaya Na Aab-e-rafta Kabhi Juebar Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwarul Hasan Anwar. Aaya Na Aab-e-rafta Kabhi Juebar Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaya Na Aab-e-rafta Kabhi Juebar Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آیا نہ آب رفتہ کبھی جوئبار میں

انوار الحسن انوار

آیا نہ آب رفتہ کبھی جوئبار میں

کیسے قرار آئے دل بے قرار میں

ہنگام صبح عید میں بھی وہ مزا کہاں

جو لطف مل گیا ہے شب انتظار میں

بجلی گری تھی کب یہ کسی کو خبر نہیں

اب تک چمن میں آگ لگی ہے بہار میں

جب تک بکھر نہ جائے تری زلف عنبریں

نکہت کہاں سے آئے نسیم بہار میں

فرصت ملی ہے دل کو نشیمن کی فکر سے

پھر برق کوندنے لگی ہر شاخسار میں

پھر کس کی یاد آئی کہ انوارؔ آج کل

موتی پرو رہا ہوں گریباں کے ہار میں

انوار الحسن انوار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaya Na Aab-e-rafta Kabhi Juebar Mein

Anwarul Hasan Anwar

aaya na aab-e-rafta kabhi juebar mein
kaise qarar aae dil-e-be-qarar mein

hangam-e-subh-e-id mein bhi wo maza kahan
jo lutf mil gaya hai shab-e-intizar mein

bijli giri thi kab ye kisi ko KHabar nahin
ab tak chaman mein aag lagi hai bahaar mein

jab tak bikhar na jae teri zulf-e-ambarin
nikhat kahan se aae nasim-e-bahaar mein

fursat mili hai dil ko nasheman ki fikr se
phir barq kundne lagi har shaKH-sar mein

phir kis ki yaad aai ki 'anwar' aaj-kal
moti piro raha hun gareban ke haar mein

(923) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaya Na Aab-e-rafta Kabhi Juebar Mein written by Anwarul Hasan Anwar at UrduPoint. Aaya Na Aab-e-rafta Kabhi Juebar Mein is one of the masterpieces written by Anwarul Hasan Anwar. You can also find the complete poetry collection of Anwarul Hasan Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwarul Hasan Anwar' above.

Aaya Na Aab-e-rafta Kabhi Juebar Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaya Na Aab-e-rafta Kabhi Juebar Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.