Apne Pairon Pe Kisi Taur KhaDe Hote Nahin, Urdu Ghazal By Aqeel Abbas Chughtai

Apne Pairon Pe Kisi Taur KhaDe Hote Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Abbas Chughtai. Apne Pairon Pe Kisi Taur KhaDe Hote Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Pairon Pe Kisi Taur KhaDe Hote Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے پیروں پہ کسی طور کھڑے ہوتے نہیں

عقیل عباس چغتائی

اپنے پیروں پہ کسی طور کھڑے ہوتے نہیں

بوڑھے ہو جاتے ہیں ہم لوگ بڑے ہوتے نہیں

صبر و خاموشی کی زنجیر جکڑ لیتی ہے

اب کلائی میں بغاوت کے کڑے ہوتے نہیں

حلقۂ عشق میں سب چاک دلاں ملتے ہیں

اس قبیلے میں کوئی خاص دھڑے ہوتے نہیں

ایسے اس شخص کے لہجے سے پگھل جاتے ہیں

جیسے ہم لوگ کبھی ضد پہ اڑے ہوتے نہیں

ٹھوکروں بعد کہیں نظروں میں آتے ہیں عقیلؔ

ہم انگوٹھی میں نگینے تو جڑے ہوتے نہیں

عقیل عباس چغتائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Pairon Pe Kisi Taur KhaDe Hote Nahin

Aqeel Abbas Chughtai

apne pairon pe kisi taur khaDe hote nahin
buDhe ho jate hain hum log baDe hote nahin

sabr-o-KHamoshi ki zanjir jakaD leti hai
ab kalai mein baghawat ke kaDe hote nahin

halqa-e-ishq mein sab chaak-dilan milte hain
is qabile mein koi KHas dhaDe hote nahin

aise us shaKHs ke lahje se pighal jate hain
jaise hum log kabhi zid pe aDe hote nahin

Thokaron ba'd kahin nazron mein aate hain 'aqil'
hum anguThi mein nagine to jaDe hote nahin

(1155) ووٹ وصول ہوئے

You can read Apne Pairon Pe Kisi Taur KhaDe Hote Nahin written by Aqeel Abbas Chughtai at UrduPoint. Apne Pairon Pe Kisi Taur KhaDe Hote Nahin is one of the masterpieces written by Aqeel Abbas Chughtai. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Abbas Chughtai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Abbas Chughtai' above.

Apne Pairon Pe Kisi Taur KhaDe Hote Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Pairon Pe Kisi Taur KhaDe Hote Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.