Is Liye Teri Hui Dasht-hansai Bhai, Urdu Ghazal By Aqeel Abbas Chughtai

Is Liye Teri Hui Dasht-hansai Bhai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Abbas Chughtai. Is Liye Teri Hui Dasht-hansai Bhai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Liye Teri Hui Dasht-hansai Bhai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس لیے تیری ہوئی دشت ہنسائی بھائی

عقیل عباس چغتائی

اس لیے تیری ہوئی دشت ہنسائی بھائی

تو نے جلدی میں ذرا خاک اڑائی بھائی

آخر کار کوئی عذر اسے مل ہی گیا

یہ محبت بھی کسی کام نہ آئی بھائی

میں ہوں کونے میں پڑا ٹوٹا ہوا کنگن اور

زندگی ایک حسینہ کی کلائی بھائی

تب مرا سارا بدن کان میں تبدیل ہوا

جب کسی نے مجھے آواز لگائی بھائی

اول اول یہ زمیں ٹھہری رہی ایک جگہ

پھر کسی آنکھ نے پتلی تھی گھمائی بھائی

عقیل عباس چغتائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Liye Teri Hui Dasht-hansai Bhai

Aqeel Abbas Chughtai

is liye teri hui dasht-hansai bhai
tu ne jaldi mein zara KHak uDai bhai

aaKHir-e-kar koi uzr use mil hi gaya
ye mohabbat bhi kisi kaam na aai bhai

main hun kone mein paDa TuTa hua kangan aur
zindagi ek hasina ki kalai bhai

tab mera sara badan kan mein tabdil hua
jab kisi ne mujhe aawaz lagai bhai

awwal awwal ye zamin Thahri rahi ek jagah
phir kisi aankh ne putli thi ghumai bhai

(853) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Liye Teri Hui Dasht-hansai Bhai written by Aqeel Abbas Chughtai at UrduPoint. Is Liye Teri Hui Dasht-hansai Bhai is one of the masterpieces written by Aqeel Abbas Chughtai. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Abbas Chughtai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Abbas Chughtai' above.

Is Liye Teri Hui Dasht-hansai Bhai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Liye Teri Hui Dasht-hansai Bhai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.