Aam Si Hai Daraaz-qad Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Aqeel Abbas

Aam Si Hai Daraaz-qad Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Abbas. Aam Si Hai Daraaz-qad Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aam Si Hai Daraaz-qad Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عام سی ہے دراز قد بھی نہیں

عقیل عباس

عام سی ہے دراز قد بھی نہیں

پر محبت کی کوئی حد بھی نہیں

سبزی مائل ہے آنکھ کا عدسہ

اور اس پر کوئی عدد بھی نہیں

تو نے پوچھا تو کہہ دیا جو تھا

یعنی اندر کہیں حسد بھی نہیں

اب دلائل کی پوٹلی کھولیں

یہ حوالہ تو مستند بھی نہیں

زخم سلنے سے کیا تلافی ہو

داخلیت کی کوئی مد بھی نہیں

عقیل عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aam Si Hai Daraaz-qad Bhi Nahin

Aqeel Abbas

aam si hai daraaz-qad bhi nahin
par mohabbat ki koi had bhi nahin

sabzi mail hai aankh ka adsa
aur us par koi adad bhi nahin

tu ne puchha to kah diya jo tha
yani andar kahin hasad bhi nahin

ab dalael ki poTli kholen
ye hawala to mustanad bhi nahin

zaKHm silne se kya talafi ho
daKHliyat ki koi mad bhi nahin

(1181) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aam Si Hai Daraaz-qad Bhi Nahin written by Aqeel Abbas at UrduPoint. Aam Si Hai Daraaz-qad Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Aqeel Abbas. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Abbas' above.

Aam Si Hai Daraaz-qad Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aam Si Hai Daraaz-qad Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.