Dhyan Mein Kaun Darinda Hai Jo Bedar Hua, Urdu Ghazal By Aqeel Abbas

Dhyan Mein Kaun Darinda Hai Jo Bedar Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Abbas. Dhyan Mein Kaun Darinda Hai Jo Bedar Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dhyan Mein Kaun Darinda Hai Jo Bedar Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دھیان میں کون درندہ ہے جو بیدار ہوا

عقیل عباس

دھیان میں کون درندہ ہے جو بیدار ہوا

میں کسی بو کی جلن پا کے خبردار ہوا

باغ کی سمت سے آتی ہے ہوا سہمی ہوئی

کون اس حبس کے موسم میں صداکار ہوا

اس جزیرے کی طرف سوچ سمجھ کر جانا

جو ترے موج میں آنے سے نمودار ہوا

تم کو لگتا ہے کہ آسان ہے دنیا داری

کار دنیا میں پٹا ہوں تو وفادار ہوا

اس بدن پر بھی مرا کام دکھائی دے گا

اور وہ کام کہ جیسے کوئی شہکار ہوا

اس نے ہر سوچ کی زنبیل الٹ کر رکھ دی

اور میں خواب دکھانے کا سزاوار ہوا

عقیل عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dhyan Mein Kaun Darinda Hai Jo Bedar Hua

Aqeel Abbas

dhyan mein kaun darinda hai jo bedar hua
main kisi bu ki jalan pa ke KHabar-dar hua

bagh ki samt se aati hai hawa sahmi hui
kaun is habs ke mausam mein sadakar hua

us jazire ki taraf soch-samajh kar jaana
jo tere mauj mein aane se numudar hua

tum ko lagta hai ki aasan hai duniya-dari
kar-e-duniya mein paTa hun to wafadar hua

is badan par bhi mera kaam dikhai dega
aur wo kaam ki jaise koi shahkar hua

us ne har soch ki zambil ulaT kar rakh di
aur main KHwab dikhane ka saza-war hua

(677) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dhyan Mein Kaun Darinda Hai Jo Bedar Hua written by Aqeel Abbas at UrduPoint. Dhyan Mein Kaun Darinda Hai Jo Bedar Hua is one of the masterpieces written by Aqeel Abbas. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Abbas' above.

Dhyan Mein Kaun Darinda Hai Jo Bedar Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dhyan Mein Kaun Darinda Hai Jo Bedar Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.