Ab Dil Ko Intizar Tere Faisle Ka Hai, Urdu Ghazal By Aqeel Nomani

Ab Dil Ko Intizar Tere Faisle Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Nomani. Ab Dil Ko Intizar Tere Faisle Ka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Dil Ko Intizar Tere Faisle Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب دل کو انتظار ترے فیصلے کا ہے

عقیل نعمانی

اب دل کو انتظار ترے فیصلے کا ہے

اور تجھ میں عیب دیر تلک سوچنے کا ہے

کوئی نہیں سنے گا برائی شراب کی

ہر شخص اس دیار میں عادی نشے کا ہے

اب سنگ باریوں کا عمل سرد پڑ گیا

اب اس طرف بھی رنج مرے ٹوٹنے کا ہے

یہ سارے لوگ خود تو ہیں جیسے کوئی کمان

جو تیر چل رہا ہے کسی دوسرے کا ہے

چہرے کا خول صاف نظر آ گیا عقیلؔ

پھر بھی یہ شور ہے کہ قصور آئینے کا ہے

عقیل نعمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Dil Ko Intizar Tere Faisle Ka Hai

Aqeel Nomani

ab dil ko intizar tere faisle ka hai
aur tujh mein aib der talak sochne ka hai

koi nahin sunega burai sharab ki
har shaKHs is dayar mein aadi nashe ka hai

ab sang-bariyon ka amal sard paD gaya
ab us taraf bhi ranj mere TuTne ka hai

ye sare log KHud to hain jaise koi kaman
jo tir chal raha hai kisi dusre ka hai

chehre ka KHol saf nazar aa gaya 'aqil'
phir bhi ye shor hai ki qusur aaine ka hai

(1445) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Dil Ko Intizar Tere Faisle Ka Hai written by Aqeel Nomani at UrduPoint. Ab Dil Ko Intizar Tere Faisle Ka Hai is one of the masterpieces written by Aqeel Nomani. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Nomani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Nomani' above.

Ab Dil Ko Intizar Tere Faisle Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Dil Ko Intizar Tere Faisle Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.