Wo Jaanta Hai Uski Dalilon Mein Dam Nahin, Urdu Ghazal By Aqeel Nomani

Wo Jaanta Hai Uski Dalilon Mein Dam Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Nomani. Wo Jaanta Hai Uski Dalilon Mein Dam Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Jaanta Hai Uski Dalilon Mein Dam Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ جانتا ہے اس کی دلیلوں میں دم نہیں

عقیل نعمانی

وہ جانتا ہے اس کی دلیلوں میں دم نہیں

پھر بھی مباحثوں کا اسے شوق کم نہیں

پوچھو ذرا یہ کون سی دنیا سے آئے ہیں

کچھ لوگ کہہ رہے ہیں ہمیں کوئی غم نہیں

کس کس کے احترام میں سر کو جھکاؤں میں

میرے علاوہ کون یہاں محترم نہیں

ملتا ہے جن سے راہ نوردوں کو حوصلہ

میرے لئے وہ لوگ بھی منزل سے کم نہیں

ہم کاروبار دل کو کہیں کس طرح غلط

ہوں گے بہت سے لوگ خسارے میں ہم نہیں

عقیل نعمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Jaanta Hai Uski Dalilon Mein Dam Nahin

Aqeel Nomani

wo jaanta hai us ki dalilon mein dam nahin
phir bhi mubahison ka use shauq kam nahin

puchho zara ye kaun si duniya se aae hain
kuchh log kah rahe hain hamein koi gham nahin

kis kis ke ehtiram mein sar ko jhukaun main
mere alawa kaun yahan mohtaram nahin

milta hai jin se rah-nawardon ko hausla
mere liye wo log bhi manzil se kam nahin

hum karobar-e-dil ko kahen kis tarah ghalat
honge bahut se log KHasare mein hum nahin

(897) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Jaanta Hai Uski Dalilon Mein Dam Nahin written by Aqeel Nomani at UrduPoint. Wo Jaanta Hai Uski Dalilon Mein Dam Nahin is one of the masterpieces written by Aqeel Nomani. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Nomani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Nomani' above.

Wo Jaanta Hai Uski Dalilon Mein Dam Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Jaanta Hai Uski Dalilon Mein Dam Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.