Ab Bhi Himmat Hai Jaan Baqi Hai, Urdu Ghazal By Aqeel Siddqui Maahir

Ab Bhi Himmat Hai Jaan Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Siddqui Maahir. Ab Bhi Himmat Hai Jaan Baqi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Bhi Himmat Hai Jaan Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب بھی ہمت ہے جان باقی ہے

عقیل صدیقی ماہر

اب بھی ہمت ہے جان باقی ہے

میرے منہ میں زبان باقی ہے

جو گیا آج تک نہیں لوٹا

کس کا نام و نشان باقی ہے

رسم دنیا ہے آنے جانے کی

اور بھی اک جہان باقی ہے

تم سمجھتے ہو مل گئی دنیا

حشر کا امتحان باقی ہے

گر چکی ہیں ہزار دیواریں

اور بھی اک مکان باقی ہے

وہ حویلی امیر شہر کی ہے

جس کا نام و نشان باقی ہے

میرے اجداد کا ابھی ماہرؔ

عظمتوں کا نشان باقی ہے

عقیل صدیقی ماہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Bhi Himmat Hai Jaan Baqi Hai

Aqeel Siddqui Maahir

ab bhi himmat hai jaan baqi hai
mere munh mein zaban baqi hai

jo gaya aaj tak nahin lauTa
kis ka nam-o-nishan baqi hai

rasm-e-duniya hai aane jaane ki
aur bhi ek jahan baqi hai

tum samajhte ho mil gai duniya
hashr ka imtihan baqi hai

gir chuki hain hazar diwaren
aur bhi ek makan baqi hai

wo haweli amir-e-shahr ki hai
jis ka nam-o-nishan baqi hai

mere ajdad ka abhi 'mahir'
azmaton ka nishan baqi hai

(750) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Bhi Himmat Hai Jaan Baqi Hai written by Aqeel Siddqui Maahir at UrduPoint. Ab Bhi Himmat Hai Jaan Baqi Hai is one of the masterpieces written by Aqeel Siddqui Maahir. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Siddqui Maahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Siddqui Maahir' above.

Ab Bhi Himmat Hai Jaan Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Bhi Himmat Hai Jaan Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.