Mujhe Mahrumiyon Ka Gham Nahin Hai, Urdu Ghazal By Arif Abbas

Mujhe Mahrumiyon Ka Gham Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arif Abbas. Mujhe Mahrumiyon Ka Gham Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe Mahrumiyon Ka Gham Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے محرومیوں کا غم نہیں ہے

عارف عباس

مجھے محرومیوں کا غم نہیں ہے

یہ توفیق طلب بھی کم نہیں ہے

محبت نام ہے غم پیشگی کا

ہوس اس راز کی محرم نہیں ہے

خموشی بھی ہے اک طرز تکلم

نظر کی گفتگو مبہم نہیں ہے

میں روتا ہوں جنوں کی بیکسی پر

وداع ہوش کا ماتم نہیں ہے

بجز اک عالم حسن تحیر

نظر میں اب کوئی عالم نہیں ہے

عارف عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Mahrumiyon Ka Gham Nahin Hai

Arif Abbas

mujhe mahrumiyon ka gham nahin hai
ye taufiq-e-talab bhi kam nahin hai

mohabbat nam hai gham-peshgi ka
hawas is raaz ki mahram nahin hai

KHamoshi bhi hai ek tarz-e-takallum
nazar ki guftugu mubham nahin hai

main rota hun junun ki bekasi par
wida-e-hosh ka matam nahin hai

ba-juz ek aalam-e-husn-e-tahayyur
nazar mein ab koi aalam nahin hai

(962) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Mahrumiyon Ka Gham Nahin Hai written by Arif Abbas at UrduPoint. Mujhe Mahrumiyon Ka Gham Nahin Hai is one of the masterpieces written by Arif Abbas. You can also find the complete poetry collection of Arif Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arif Abbas' above.

Mujhe Mahrumiyon Ka Gham Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe Mahrumiyon Ka Gham Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.