Husn Jab Be-naqab Hota Hai, Urdu Ghazal By Arman Rampuri

Husn Jab Be-naqab Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arman Rampuri. Husn Jab Be-naqab Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Husn Jab Be-naqab Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حسن جب بے نقاب ہوتا ہے

ارمان رامپوری

حسن جب بے نقاب ہوتا ہے

عشق خانہ خراب ہوتا ہے

کتنے معصوم دل جلا ڈالے

اک قیامت شباب ہوتا ہے

غیر سے باندھتے ہو عہد وفا

ہم سے لیکن حجاب ہوتا ہے

میں نے مانا کہ خواب ہے الفت

کتنا شیریں یہ خواب ہوتا ہے

کس کی نظروں سے پی رہا ہوں میں

کون مست شراب ہوتا ہے

جب لب بام آپ آتے ہیں

جلوہ گر ماہتاب ہوتا ہے

آئنہ اس کے روبرو ہو تو وہ

آپ اپنا جواب ہوتا ہے

ارمان رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Husn Jab Be-naqab Hota Hai

Arman Rampuri

husn jab be-naqab hota hai
ishq KHana-KHarab hota hai

kitne masum dil jala Dale
ek qayamat shabab hota hai

ghair se bandhte ho ahd-e-wafa
hum se lekin hijab hota hai

main ne mana ki KHwab hai ulfat
kitna shirin ye KHwab hota hai

kis ki nazron se pi raha hun main
kaun mast-e-sharab hota hai

jab lab-e-baam aap aate hain
jalwa-gar mahtab hota hai

aaina us ke ru-ba-ru ho to wo
aap apna jawab hota hai

(594) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Husn Jab Be-naqab Hota Hai written by Arman Rampuri at UrduPoint. Husn Jab Be-naqab Hota Hai is one of the masterpieces written by Arman Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Arman Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arman Rampuri' above.

Husn Jab Be-naqab Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Husn Jab Be-naqab Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.