Jism Ke Is KhanDar Ki Tanhai, Urdu Ghazal By Arpit Sharma Arpit

Jism Ke Is KhanDar Ki Tanhai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arpit Sharma Arpit. Jism Ke Is KhanDar Ki Tanhai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jism Ke Is KhanDar Ki Tanhai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جسم کے اس کھنڈر کی تنہائی

ارپت شرما ارپت

جسم کے اس کھنڈر کی تنہائی

اور یہ رات بھر کی تنہائی

ایک تصویر بھی نہیں گھر میں

اف یہ دیوار و در کی تنہائی

کوئی آہٹ نہ کوئی سایہ ہے

ہر قدم ہے سفر کی تنہائی

ایک عالم کو ہے سمیٹے ہوئے

میری فکر نظر کی تنہائی

میری سانسوں میں بس گئی جیسے

جان و دل کی جگر کی تنہائی

کتنی بیزار ہے یہ موسم سے

ثمر آور شجر کی تنہائی

دیکھتا ہے نکل کے سورج روز

یہ مرے بام و در کی تنہائی

رات دن روتے ہے در و دیوار

کھا گئی مجھ کو گھر کی تنہائی

زندگی کے سفر میں اے ارپتؔ

دیکھ لی در بہ در کی تنہائی

ارپت شرما ارپت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jism Ke Is KhanDar Ki Tanhai

Arpit Sharma Arpit

jism ke is khanDar ki tanhai
aur ye raat bhar ki tanhai

ek taswir bhi nahin ghar mein
uf ye diwar-o-dar ki tanhai

koi aahaT na koi saya hai
har qadam hai safar ki tanhai

ek aalam ko hai sameTe hue
meri fikr-e-nazar ki tanhai

meri sanson mein bas gai jaise
jaan-o-dil ki jigar ki tanhai

kitni bezar hai ye mausam se
samar-awar shajar ki tanhai

dekhta hai nikal ke suraj roz
ye mere baam-o-dar ki tanhai

raat din rote hai dar-o-diwar
kha gai mujh ko ghar ki tanhai

zindagi ke safar mein ai 'arpit'
dekh li dar-ba-dar ki tanhai

(669) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jism Ke Is KhanDar Ki Tanhai written by Arpit Sharma Arpit at UrduPoint. Jism Ke Is KhanDar Ki Tanhai is one of the masterpieces written by Arpit Sharma Arpit. You can also find the complete poetry collection of Arpit Sharma Arpit by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arpit Sharma Arpit' above.

Jism Ke Is KhanDar Ki Tanhai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jism Ke Is KhanDar Ki Tanhai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.