Ab Ke To Gulistan Mein Wo Daur-e-bahaar Aaya, Urdu Ghazal By Arshad Minangari

Ab Ke To Gulistan Mein Wo Daur-e-bahaar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arshad Minangari. Ab Ke To Gulistan Mein Wo Daur-e-bahaar Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Ke To Gulistan Mein Wo Daur-e-bahaar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب کے تو گلستاں میں وہ دور بہار آیا

ارشد مینا نگری

اب کے تو گلستاں میں وہ دور بہار آیا

پھولوں پہ اداسی ہے کانٹوں پہ نکھار آیا

وہ اپنے مقدر پہ روتا ہی رہا برسوں

اوروں کا مقدر جو پل بھر میں سنوار آیا

کیا چال چلی تو نے کیا جال بچھایا ہے

صیاد مبارک ہو گھر بیٹھے شکار آیا

جس جیت کی خاطر میں بیدار رہا اب تک

اک لمحہ کی غفلت میں وہ جیت بھی ہار آیا

دیوانگئ دل کا کیا عرض کروں عالم

میں درد کے صحرا میں خود کو ہی پکار آیا

ہر حال میں ہے مجھ کو منظور خوشی ان کی

رسوائی ہوئی میری ان کو تو قرار آیا

افلاس میں گھٹ گھٹ کر دم توڑ دیا جس نے

آج اس پہ زمانے کی نفرت کو بھی پیار آیا

سچ کہتا ہوں میں ارشدؔ ایسا بھی ہوا اکثر

خود اپنی مسرت پہ رویا تو قرار آیا

ارشد مینا نگری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Ke To Gulistan Mein Wo Daur-e-bahaar Aaya

Arshad Minangari

ab ke to gulistan mein wo daur-e-bahaar aaya
phulon pe udasi hai kanTon pe nikhaar aaya

wo apne muqaddar pe rota hi raha barson
auron ka muqaddar jo pal bhar mein sanwar aaya

kya chaal chali tu ne kya jal bichhaya hai
sayyaad mubarak ho ghar baiThe shikar aaya

jis jit ki KHatir main bedar raha ab tak
ek lamhe ki ghaflat mein wo jit bhi haar aaya

diwangi-e-dil ka kya arz karun aalam
main dard ke sahra mein KHud ko hi pukar aaya

har haal mein hai mujh ko manzur KHushi un ki
ruswai hui meri un ko to qarar aaya

iflas mein ghuT ghuT kar dam toD diya jis ne
aaj us pe zamane ki nafrat ko bhi pyar aaya

sach kahta hun main 'arshad' aisa bhi hua aksar
KHud apni masarrat pe roya to qarar aaya

(1003) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ab Ke To Gulistan Mein Wo Daur-e-bahaar Aaya written by Arshad Minangari at UrduPoint. Ab Ke To Gulistan Mein Wo Daur-e-bahaar Aaya is one of the masterpieces written by Arshad Minangari. You can also find the complete poetry collection of Arshad Minangari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arshad Minangari' above.

Ab Ke To Gulistan Mein Wo Daur-e-bahaar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Ke To Gulistan Mein Wo Daur-e-bahaar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.