Ab TaKHayyul Mein Hi Taswir Banani Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Arvind Azaan

Ab TaKHayyul Mein Hi Taswir Banani Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arvind Azaan. Ab TaKHayyul Mein Hi Taswir Banani Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab TaKHayyul Mein Hi Taswir Banani Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تخیل میں ہی تصویر بنانی ہے مجھے

اروند ازان

اب تخیل میں ہی تصویر بنانی ہے مجھے

یعنی تدبیر سے تقدیر بنانی ہے مجھے

رزق کیسا ہے مقدر میں لکھا کیا ہے مرے

کیا اسی فن سے ہی جاگیر بنانی ہے مجھے

کتنی قاتل ہے تری آنکھیں پتا ہے تجھ کو

تیری آنکھوں کو ہی شمشیر بنانی ہے مجھے

تیری یادوں نے ہی توڑی ہے خموشی میری

میں تو سمجھا تھا کہ زنجیر بنانی ہے مجھے

جاگتی آنکھ سے اک خواب کوئی دیکھا تھا

کیا اسی خواب کی تعبیر بنانی ہے مجھے

اروند ازان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab TaKHayyul Mein Hi Taswir Banani Hai Mujhe

Arvind Azaan

ab taKHayyul mein hi taswir banani hai mujhe
yani tadbir se taqdir banani hai mujhe

rizq kaisa hai muqaddar mein likha kya hai mere
kya isi fan se hi jagir banani hai mujhe

kitni qatil hai teri aankhen pata hai tujh ko
teri aankhon ko hi shamshir banani hai mujhe

teri yaadon ne hi toDi hai KHamoshi meri
main to samjha tha ki zanjir banani hai mujhe

jagti aankh se ek KHwab koi dekha tha
kya isi KHwab ki tabir banani hai mujhe

(708) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab TaKHayyul Mein Hi Taswir Banani Hai Mujhe written by Arvind Azaan at UrduPoint. Ab TaKHayyul Mein Hi Taswir Banani Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Arvind Azaan. You can also find the complete poetry collection of Arvind Azaan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arvind Azaan' above.

Ab TaKHayyul Mein Hi Taswir Banani Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab TaKHayyul Mein Hi Taswir Banani Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.