Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein, Urdu Ghazal By Arzoo Saharanpuri

Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arzoo Saharanpuri. Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس قیامت کا ہے بازار ترے کوچے میں

آرزو سہارنپوری

کس قیامت کا ہے بازار ترے کوچے میں

بکنے آتے ہیں خریدار ترے کوچے میں

تو وہ عیسیٰ ہے کہ اے نبض شناس کونین

ابن مریم بھی ہے بیمار ترے کوچے میں

اذن دیدار تو ہے عام مگر کیا کہیے

چشم بینا بھی ہے بے کار ترے کوچے میں

جس نے دیکھا ہو نظر بھر کے ترا حسن تمام

کوئی ایسا بھی ہے اے یار ترے کوچے میں

آرزوؔ سا کبھی دیکھا ہے کوئی کافر عشق

یوں تو ہیں سینکڑوں دیں دار ترے کوچے میں

آرزو سہارنپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein

Arzoo Saharanpuri

kis qayamat ka hai bazar tere kuche mein
bikne aate hain KHaridar tere kuche mein

to wo isa hai ki ai nabz-shanas-e-kaunain
ibn-e-maryam bhi hai bimar tere kuche mein

izn-e-didar to hai aam magar kya kahiye
chashm-e-bina bhi hai bekar tere kuche mein

jis ne dekha ho nazar bhar ke tera husn-e-tamam
koi aisa bhi hai ai yar tere kuche mein

'arzu' sa kabhi dekha hai koi kafir-e-ishq
yun to hain sainkaDon din-dar tere kuche mein

(728) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein written by Arzoo Saharanpuri at UrduPoint. Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein is one of the masterpieces written by Arzoo Saharanpuri. You can also find the complete poetry collection of Arzoo Saharanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arzoo Saharanpuri' above.

Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.