Parda-e-husn-e-zat Mein Anjuman-e-sifat Mein, Urdu Ghazal By Arzoo Saharanpuri

Parda-e-husn-e-zat Mein Anjuman-e-sifat Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arzoo Saharanpuri. Parda-e-husn-e-zat Mein Anjuman-e-sifat Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Parda-e-husn-e-zat Mein Anjuman-e-sifat Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پردۂ حسن ذات میں انجمن صفات میں

آرزو سہارنپوری

پردۂ حسن ذات میں انجمن صفات میں

میرے سوا ہے اور کون سینۂ کائنات میں

فرش کی وسعتیں بھی گم عرش کی رفعتیں بھی جذب

میرے تخیلات میں میرے تصورات میں

نغمۂ بے صدا ہوں میں ناز گرہ کشا ہوں میں

شمع رہ ہدیٰ ہوں میں ظلمت شش جہات میں

میری ہی فطرت قدیم سرحد لا مکاں سے دور

میرا ہی نقش نا تمام قید تعینات میں

میرے وجود خاص سے سلسلۂ فنا بقا

مجھ سے ہی رونق تمام بزم تجلیات میں

میری ہی فکر مخفی و مشق نظر کے فیض سے

جذب و کشش کی قوتیں ہستیٔ بے ثبات میں

آرزوؔ اپنے راز کو سمجھا ہوں میں بس اس قدر

مجھ میں حجاب ذات ہے میں ہوں حجاب ذات میں

آرزو سہارنپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Parda-e-husn-e-zat Mein Anjuman-e-sifat Mein

Arzoo Saharanpuri

parda-e-husn-e-zat mein anjuman-e-sifat mein
mere siwa hai aur kaun sina-e-kaenat mein

farsh ki wusaten bhi gum arsh ki rifaten bhi jazb
mere taKHaiyyulat mein mere tasawwuraat mein

naghma-e-be-sada hun main naz-e-girah-kusha hun main
shama-e-rah-e-huda hun main zulmat-e-shash-jihat mein

meri hi fitrat-e-qadim sarhad-e-la-makan se dur
mera hi naqsh-e-na-tamam qaid-e-tainat mein

mere wajud-e-KHas se silsila-e-fana-baqa
mujh se hi raunaq-e-tamam bazm-e-tajalliyat mein

meri hi fikr-e-maKHfi-o-mashq-e-nazar ke faiz se
jazb-o-kashish ki quwwaten hasti-e-be-sabaat mein

'arzu' apne raaz ko samjha hun main bas is qadar
mujh mein hijab-e-zat hai main hun hijab-e-zat mein

(734) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Parda-e-husn-e-zat Mein Anjuman-e-sifat Mein written by Arzoo Saharanpuri at UrduPoint. Parda-e-husn-e-zat Mein Anjuman-e-sifat Mein is one of the masterpieces written by Arzoo Saharanpuri. You can also find the complete poetry collection of Arzoo Saharanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arzoo Saharanpuri' above.

Parda-e-husn-e-zat Mein Anjuman-e-sifat Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Parda-e-husn-e-zat Mein Anjuman-e-sifat Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.