Junun-e-dil Ko Kisi Ka Bhi Eatibar Nahin, Urdu Ghazal By Asad Ahmad Mujaddadi Asad

Junun-e-dil Ko Kisi Ka Bhi Eatibar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asad Ahmad Mujaddadi Asad. Junun-e-dil Ko Kisi Ka Bhi Eatibar Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Junun-e-dil Ko Kisi Ka Bhi Eatibar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جنون دل کو کسی کا بھی اعتبار نہیں

اسد احمد مجددی اسد

جنون دل کو کسی کا بھی اعتبار نہیں

ہوں بیقرار مگر خواہش قرار نہیں

ہے کائنات میں ہم سے فروغ رنگ بہار

مگر حیات میں اپنی ذرا بہار نہیں

نہ چھیڑ پیار کے نغمے اے عندلیب چمن

کہ رنگ گلشن ہستی کا سازگار نہیں

طفیل ہے یہ انہیں کا کہ ہم کو تحفہ میں

وہ بے حساب ملے غم کہ کچھ شمار نہیں

اسدؔ کھلا نہ کبھی راز زندگی اب تک

یہ عقدہ کھولے کوئی ایسا ہوشیار نہیں

اسد احمد مجددی اسد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Junun-e-dil Ko Kisi Ka Bhi Eatibar Nahin

Asad Ahmad Mujaddadi Asad

junun-e-dil ko kisi ka bhi eatibar nahin
hun be-qarar magar KHwahish-e-qarar nahin

hai kaenat mein hum se farogh-e-rang-e-bahaar
magar hayat mein apni zara bahaar nahin

na chheD pyar ke naghme ai andalib-e-chaman
ki rang gulshan-e-hasti ka sazgar nahin

tufail hai ye unhin ka ki hum ko tohfe mein
wo be-hisab mile gham ki kuchh shumar nahin

'asad' khula na kabhi raaz-e-zindagi ab tak
ye uqda khole koi aisa hoshiyar nahin

(516) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Junun-e-dil Ko Kisi Ka Bhi Eatibar Nahin written by Asad Ahmad Mujaddadi Asad at UrduPoint. Junun-e-dil Ko Kisi Ka Bhi Eatibar Nahin is one of the masterpieces written by Asad Ahmad Mujaddadi Asad. You can also find the complete poetry collection of Asad Ahmad Mujaddadi Asad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asad Ahmad Mujaddadi Asad' above.

Junun-e-dil Ko Kisi Ka Bhi Eatibar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Junun-e-dil Ko Kisi Ka Bhi Eatibar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.